Peda
#Hinglishcomfort
Fate Hue Dudh se Bane Peda
कुकिंग निर्देश
- 1
Doodh ko boil kare rakhe aur achche se boil hone ke baad gas off kar de.
- 2
Lemon juice add kare aur 5 min rakh de. Ab ki strainer ya cotton clothes me chaan le aur halke se press karke poora water nikal de
- 3
Ab halke haath se pakdh kar press kare ya kahi latka de jisse sara paani nikal jaye.
- 4
Milkmaid aur cardmon powder mix kare aur jab mixture chipkna chodh de aur side chodh de tab gas off kar de.
- 5
Haatho me ghee laga kar chotte chotte peda bana le aur upper se chopped dry fruits lagaye.
- 6
Thodi der freeze me set hone rakh de.
क्या आपने यह रेसिपी बनाई? कुकस्नैप शेयर करें!
Ekta Sharma को बताएं कि रेसिपी कैसी बनी।
शुक्रिया कहने का सबसे अच्छा तरीका है एक फ़ोटो!
किसी ने आपकी रेसिपी बनाई और कुकस्नैप शेयर किया!

कीवर्ड
समान रेसिपी
और रेसिपीज़
https://cookpad.wasmer.app/in-hi/recipes/7610579




कमैंट्स (3)