Fish Curry

#imspecial
I am Neelam Saleem
Allah ka shukar hai k us nay Mujhy aik ourat banaya,Jis ka har Roop haseen or qabl e ahtaram hai,har ourat apnay Ghar ki ronuq or kitchen ki Shan hai,or har ourat ki koi na koi kitchen kahani zaroor hoti hai,aj main aap sab say apni kitchen kahani Share Kar rahi hon😊
kahana kahany Ke shouq nay kahana pakanay ki tarf raghib Kiya,shurowat pasta or sandwich say ki jab sab ko pasand Aya tu thora confidence level barha,phir kebab or simple salan ki taraf Safar Kiya,jab ammi ko bhi atemad a Gaya k acha kahana pakanay lagi hai tu unho nay bhi himat di,or biryani Qorma jesi dishes sekhna shro ki,bas phir Safar or shouq dono barhaty Gaye ,phir kuch arsa Pizza hut main as a kitchen assistant job ki,kuch arsa Pakistani cooking Expert Zubida Tariq(let) k sath bhi Kam Kiya,cooking ka safar barhtay hoye YouTube Channel,or phir Cookpad Pakistan say humkinar howa...Jahan na srif Dosrun ko seskhaya bal k khud bhi buhat kuch seekha.or ye seekhnay seekhnay ka Aamal jari rehy ga,aik or cheez Jo Mujhy apny ander achi lagti hai wo hai apnay jazbo ko lafzo main bayan Karna,Adab say lagao shruo say hi tha,bas phir likhna shrou Kiya,or waqt k sath sath lafzo main nikhar ata gaya, cooking and poetry ye wo do kaam hai Jo Mujhy Khushi dety hai,sab ki Khushi ka khayal rakhnay k sath sath thori si Khushi apni zaat ko bhi dey di jaye tu acha hai🥰

Cooking Instructions
- 1
Add Spices in fish,mix well and fry them keep aside
- 2
- 3
Now add all blending ingredients in blender...
- 4
- 5
Blend very well and keep aside,
- 6
- 7
In hot oil (I used same oil which I used for fish frying) add fenugreek seeds and curry leaves fry a second then add Blended paste cook for few minutes then add spices and water mix well and cover it
- 8
- 9
Then add potato, green chilli and water mix nicely cover it and let it cook,
- 10
Then potato get tender completely add fried fish cook 5 minute then add coriander and dish it out, serve with boiled rice or roti.
- 11
Fish Curry is ready, Try at your home and enjoy 😊
Similar Recipes
-
Masala fish curry Masala fish curry
#goldenapron#post_19#week_19#LANGUAGE_English#Date_09_07_2019 Satya Jha -
Aloo ka paratha Aloo ka paratha
Ya Bhai ko pasand ha uno nay farmish ki thi or Bhai ko ya paratha bohat acha laga. Hina Gul -
Achari Baingan Achari Baingan
#reststyleFirst attempt on Brinjal like this Recp ...or ye mere home science practice file ki Recipe hai..... Shivangi Jain -
-
Homemade donuts Homemade donuts
Method,Subse pehlay thanday paani main sugar dissolve kerain phir egg yolk daalker khoob beat kerain ki jhaag hojayePhir maiday main dry ingredients add kerke egg water or half cup oil se dough goondhlain or 15 min rise hone ke liye rakhdain iske 15 donuts banaingay dough ki ball banaker sprinkle flour huay dish main rakhtay jain oil lagaker upper phir ball ko thora press kerain ki chipta sa hojaye halka press kerna hai phir kisi bhi bottle ke dhakkan se donut ke centre ko cut kerain phir light flame main oil main fry kerlain mazedar donut ready. Hope u like it. Hafsa Xaqib -
Kottayam Fish Curry || Meen Mulakittathu Kottayam Fish Curry || Meen Mulakittathu
This is my mother’s recipe for the spicy and extremely tasty Kottayam style fish curry. This fish curry can be left outside for 1-2 days and tastes better the next day. My fish curries were always a flop until I tried this recipe. Those of you who have never had success with a fish curry will find this recipe really useful. Do try it out sometime and tell me how you liked it. It goes very well with rice/ kappa puzhukku/ idli/ dosa. SaranyaSenthil -
Zenger potato chip Zenger potato chip
Jab ya recipe banai sab ko pasand ai or sab nay enjoy kaya. Bohat yummy bantay ha. Hina Gul -
Light And Tasty Fish Curry Light And Tasty Fish Curry
This a light, tasty low cal fish curry made from scratch and is quick and easy to prepare Jenny Atkinson -
Eggplant Ring Eggplant Ring
#sabziYa bacho k ly bohat achy hoty ha .Mari czn k bacho nay bohat pasand kiy ap ko bi pasand ay gay. Hina Gul -
Mix vegetable pakory Mix vegetable pakory
#wokcooking Barish ho rahi ha na socha kuch bana lo abi sock hi rahi thi ke Ami Jan nay kaha pakory bana lo phr many banay our sab ko pasand aya Hina Gul -
-
Mustard Fish Curry (Machher Jhol) Mustard Fish Curry (Machher Jhol)
#twistiebitesIt is a traditional spicy fish stew served with steamed rice in eastern part of the india. Anamika Gupta
More Recipes
Comments (9)