कुकिंग निर्देश
- 1
Sabse pahle Maida ata Namk, ajwain mix Karenge Pani Ki sahayata se kada Aata gund le
- 2
Sattu,Kata Hua pyaj,adrak,lahsun, hari mirch,ajwain,Kalonji Hara Dhaniya Hing namak,Sarson ka tel chammac 2 spoon mix Karen
- 3
1 Kadhai Mein oil Garam Karen,
- 4
Aate ki Chhoti Chhoti Lohiya Banakar bich Mein stuffing ko bharen aur Hath se daba kar medium and low flame per Kachori ko donon side se Tale sunhara hone Tak
- 5
Garam garam Kachori chatni Dal chokhke keSath parose
कीवर्ड
समान रेसिपी
और रेसिपीज़
https://cookpad.wasmer.app/in-hi/recipes/10519136





कमैंट्स