
Comments on
Aaloo kay parathay

Zobia Sajjad @zobiasajjad
assalmoalikum
yummmy recipe
may bi ase banati hoon bas mehti use nahi karti
😊
yummmy recipe
may bi ase banati hoon bas mehti use nahi karti
😊

Humaira Saleem @huma03004147
thanks dear methi k baghair bi bna saktay .aur bi bhat say mathod say bnta aalo ka paratha app aalo atay mn mix kr k bi bna saktay.aur kutti lal mirch bi add kr saltay spicy bnana hay tu.

Umbreen Musa @umbreencooks
Dhuniya bhi thk tra likh lain, juldi main wrong tareeqay say likh dia 👍👌👏




