Hari Mooli aur Aloo ki Sabji
कुकिंग निर्देश
- 1
Cooker me tel garam kar hing jeera chatka ley.
- 2
Ab usme adrak lahsun ka paste dal kar bhune,haldi,lal mirch powder dal kar 2 minute bhun le,
- 3
Kati hue mooli aur aloo mila ley.
- 4
2 seetii aane tak pakaye,cooker ka dhakhan htakar isme garam masala aur amchur mila ley.
- 5
Parathe ke sath parose.
कीवर्ड
समान रेसिपी
और रेसिपीज़
- नवरत्न (मिक्स्ड वेजिटेबल) टॉफ़ी कबाब (Navratan (mixed vegetable) toffee kabab recipe in Hindi)
- साउथ इंडियन लेमन राइस (South Indian lemon rice recipe in Hindi)
- मूंग और मटर के हरे भरे कबाब (Moong aur matar ke hare bhare kebab recipe in hindi)
- बीटरूट साबूदाना लॉलीपॉप (Beetroot Sabudana lollypop recipe in Hindi)
https://cookpad.wasmer.app/in-hi/recipes/7543525



कमैंट्स