कुकिंग निर्देश
- 1
Aloo ko boil kare but bahut jaada boil na kare maahed nahi hona chaiye.
- 2
Besan me sabhi dry ingredients mix kare.
- 3
Chopped coriender and chilly mix kare.
- 4
Aloo ko circle piece me cut kare aur besan me dip kare.
- 5
Garam oil me golden brown aur crispy hone tak fry kare.
- 6
Green chutney aur saus ke saath serve kare.
क्या आपने यह रेसिपी बनाई? कुकस्नैप शेयर करें!
Ekta Sharma को बताएं कि रेसिपी कैसी बनी।
शुक्रिया कहने का सबसे अच्छा तरीका है एक फ़ोटो!
किसी ने आपकी रेसिपी बनाई और कुकस्नैप शेयर किया!

कीवर्ड
समान रेसिपी
और रेसिपीज़
https://cookpad.wasmer.app/in-hi/recipes/9027449




कमैंट्स