Fruit custard balls

Fruit custard balls
कुकिंग निर्देश
- 1
Sabse pehle ek pan me milk Ko boil karenge
- 2
Ab ek bowl me Thanda milk leke usme custard powder acche se mix karenge
- 3
Ab milk me sugar add karenge
- 4
Ab isme custard dhire dhire chalte hue mix karte jayenge
- 5
Custard is ready
- 6
Ab ek plate me chhoped fruits lenge
- 7
Ab ek bread slice Ko halka as milk me dip karke uske beech me fruits rakhenge or uske balls Bana lenge
- 8
Ab ek plate me bread balls ko rakhker uske upper custard dalenge
- 9
Chocolate syrup se decorate karenge
- 10
Note- ap chhye toh fruits ki jagah dryfruits ki feeling kar sakte hai n decoration ke liye fruits or dryfruits ka use kar sakte hai
- 11
Maine yaha PE isme fate dudh ka use Kiya hai,jisse maine paneer banaya n bacche hue Pani ko boil karke uska custard banaya hai
कुकस्नैपस
आपको यह रेसिपी कैसे लगी? कुकस्नेप भेजकर अपनी प्रतिक्रिया दें !
Similar Recipes
-
Nayyappam/ ghee appam
#chawalYah dish Kerala kisi hai jo snacks ke tor pe paros sakte hai. Kai mandiro me ise prashad ke roop me bhi bhog ke liye chadhaya jaata hai. Bijal Thaker -
Parwal kheer
#hinglishcomfortParwal seasonal food hai and usually hum uska sabji banate hai but maine ussise sweet dish banaya hai joe bahut hi badhia and tasty bani hai. Sushree Satapathy -
Rice Muthiya Chaat
#SWADEk quick, healthy aur yummy chaat jo banti he leftover rice se bani muthiya se. Yeh bahar se kafi crisp hoti he. Mujhe kurkuri chaat pasand he, isliye maine dahi ka use nahin kiya he. Aap apni liking ke hisaab se use ker sakte he. Shuchi Jain -
Matar ki kachori chote aloo ke sath
#HinglishHare matar ki kachori chatpati aloo ki sabji jo ki bina pyaz lehsun ki hai Archana Bhargava -
Chapati Chowmein
#indochineseLeftover chapatis ka ek behtareen use. Specially un bachon ke liye jo chowmein ke shaukeen he. Bazaar ki noodles ke muqable ek healthy option he yeh. Tiffin ki hit dish. Jhat se chat hone wali. 😋 Shuchi Jain -
पाइनएप्पल केक (Pineapple cake recipe in Hindi)
#AsahiKaseiIndiaAj mene father day ke liye banaya hai pineapple cake Jo bahut he achha bana hai. KASHISH'S KITCHEN -
गुजराती हांडवो (Gujarati Handvo recipe in Hindi)
#ebook2020 #state7Gujarat ki famous dish hai gujarati Handvo jo ap breakfast me bana sakte hai bahut he light breakfast hai suji se bana hua. KASHISH'S KITCHEN -
समोसा (Aloo samosa recipe in Hindi)
#st1Mp ka khas snack hai aloo samosa with chatni Jo ki famous hai her koi psnd kerta hai to aj mene sabki psnd ka aloo samosa banaya with Maggi masala KASHISH'S KITCHEN -
-
-
-
फ्राइड फिश करी (Fried Fish curry reicpe in Hindi)
#SFYeh Kadi khane mai bahot hi testy hoti hai or ye mere papa ki favourite dish hai. Komal Kewalramani -
-
Masala paratha
#HinglishComfortBahut hi swadisht masala stuffed paratha hai ye. Bahut hi comforting .Jhatse masala mixture banakar paratha mein stuff karke ghee ya tel sang seke. Har tukde ka anand le. Bahut hi lacchedar ,spicy ,chatpata taste . Yaha maine aloo matar ki gravy sang parosa hai. Aap raita ya boondi raita sang bhi iska swaad le sakte hai. Chai par bhi ise enjoy kar sakte hai. Reena Andavarapu -
गुझिया रबड़ी (gujhiya rabdi recipe in hindi)
#MyCookingGuruMeri ma se badhkar mere liye koi guru nahi unse hi maine cooking ki abcd sikhi h ...Meri ye innovation dish ma ki sikhai hui h ....Love u ma Kiran Amit Singh Rana -
चीज़ बॉल्स (Cheese balls recipe in Hindi)
Yeh bhot hi asan hai banane mein , or itne tasty hain ki sabhi ko bhot pasand aate hai .yeh mere bachchon ke favourite hain ,isliye mein inhein banati hu.aap bhi banake dekhiye Richa Mohan -
लापसी (मीठी दलिया) (Lapsi (sweet daliya) recipe in hindi)
#diwalidelights It’s a traditional dish of Rajasthan prepare on any occasion or festival for bhogHamare ghar main dhanteras par bhi ye bhog lagta hai so aaj ye hi banaya gya hai Shashi Bist Chittora
More Recipes
कमैंट्स