Nayyappam/ ghee appam

Bijal Thaker
Bijal Thaker @bijalskitchen
Pune

#chawal
Yah dish Kerala kisi hai jo snacks ke tor pe paros sakte hai. Kai mandiro me ise prashad ke roop me bhi bhog ke liye chadhaya jaata hai.

Nayyappam/ ghee appam

1 होम शेफ इसे बनाने वाला है

#chawal
Yah dish Kerala kisi hai jo snacks ke tor pe paros sakte hai. Kai mandiro me ise prashad ke roop me bhi bhog ke liye chadhaya jaata hai.

रेसिपी एडिट करें
रिपोर्ट
शेयर कीजिए
शेयर कीजिए

सामग्री

  1. 2 cup chawal ka aata
  2. 2pake, kele
  3. 120 ml pani
  4. 1 cup gud
  5. 1/4 tspelaichi powder
  6. 1/4 tsp daalchini powder
  7. 2 tbspghee appam ko senkne ke liye

कुकिंग निर्देश

  1. 1

    Kele ko tukdo mein kaat le. Mixi jar kisi madad se paste bana le.

  2. 2

    Pani ko garam kar aur esme gud ko milaye. gud ka pani ban jaana chahiye. Ise thanda hne de.

  3. 3

    Patile mein kele ki paste, gud ka pani, ilaychi powder, daalchini powder ache se mila le.

  4. 4

    Isme chawal ka aata mila kar patla mishran tayar kare.

  5. 5

    Appam paatr me ghee laga kar mishran bhare aur bilkul dhimi aanch par pakne de. Dhakkan lagakar pakne de.

  6. 6

    Ek taraf se pakka jaaye to dusri taraf palte aur thoda ghee lagaakar sunahra hone tak pakaye.

  7. 7

    Garam garam neyi appam ka anand le.l

रेसिपी एडिट करें
रिपोर्ट
शेयर कीजिए

कुकस्नैपस

आपको यह रेसिपी कैसे लगी? कुकस्नेप भेजकर अपनी प्रतिक्रिया दें !

कैमरा का एक हैंडमेड कार्टून और तवे से उभरते हुए सितारों के साथ एक फ्राइंग पैन है
Cook Today
Bijal Thaker
Bijal Thaker @bijalskitchen
पर
Pune
Food is cooked and clicked by me. Follow me @spicenbites on instagram to please your food sense.
और पढ़ें

कमैंट्स

Similar Recipes