Comments on

Aloo walay nan

Wajiha Zafar
Wajiha Zafar @dehlikazaiqa
Boht zabardst lag Raha hy.agr oven na ho to Kya Karyn?
Fatima Rais
Fatima Rais @cook_20941556
Plain tawa use ker saktay hain Lakin Naan ki nichli taraf pani laga ker taway per dalain takay chipak Jaye. Jab neechay say pak Jaye to tawa ko utha ker ulta kerdain or flame per sake lain. Agar non stick tawa hoga to Naan neechay gir jayega.