Comments on

Long Chiray

Wajiha Zafar
Wajiha Zafar @dehlikazaiqa
My favorite.my bhi banati hon.myry ghr ky qareeb hr friday r sunday ko long chiry wala aata hy.but mjhy apny bany hoy ziyadah achy lagty hyn.
Man o Salwa By Neelam Saleem
Man o Salwa By Neelam Saleem @MSBN_kitchen345
Very nice...mujhy bhi buhat pasand hai... hamray area main bhi long chiry wala aata hai...wo thoray say boil black chanay bhi dalta hai...buht tasty lagty hai...😋😋