Mrs. Rashid
Mrs. Rashid @aarcook
Delicious 😋🤤
Wah yar apne to bazi hi jeet li mai b try karungi
Sarosh Zeeshan
Sarosh Zeeshan @TheRecipeTeller
title k name mein Masala likhnay k liye nahin kaha tha....kahan thaa kuch title anokha ho ...cathy sa.... masalay daar 🙈 Halki phulki bhook mein masalay walay popcorn....yeh kaisaa rahey ga???
AriFa Iqbal
AriFa Iqbal @Arifa
Kaho tu new recipe b daal dun ye isko joy hash tag sey remove krdeyti ??
Sarosh Zeeshan
Sarosh Zeeshan @TheRecipeTeller
Ohyeee howey daaldoo yaar... naiki aur pooch pooch... waisay to yeh bhi achi hai😀
AriFa Iqbal
AriFa Iqbal @Arifa
Chalo abhi tu din hain isko edit krdeyti or jesey he tym milta dosri b daal dungi In Shaa ALLAH