
Comments on
Chicken Tikka Pizza 🍕🧀🍕

Umme Ahmad @cook_3912
Ahww Kya bat hai Mam sachi bnda Khul kar Enjoy krta hai Ghar ka pizza 😍😍😍😍

Sarosh Zeeshan @TheRecipeTeller
Yesss… jo dalna hain daloo… aur mera to jo last pizza bunta hai woh sub say ziada tasty hota hai… jo kuch bach jata hai woh sub ooper😄

Umme Ahmad @cook_3912
Hayeee Kya bat hai Main b Last Wala Pizza Apni Choice ka Cheesy Cheesy or Loaded Veggies Topping kar k bnati hon Kya Mazay ka bnta hai Pur Skoon Pizza 🤩🤩🤩🤩🤩

Sarosh Zeeshan @TheRecipeTeller
Pehlay mujhey bahar ka pasand hota tha… ab un ka crust bread jaisa hogaya hai aur toppings bhi mazay ki nahin

Bushra Mazhar @Bushra_1989
Wah gi wah mazaydar 😋 main zayada tar Ghar main pizza banati hoow 😍





