Sarosh Zeeshan
Sarosh Zeeshan @TheRecipeTeller
Yeh kuch nayaaa market mein aya hai fusion hogyaa Italian and pakistanii ka…👏😊
Man o Salwa By Neelam Saleem
Man o Salwa By Neelam Saleem @MSBN_kitchen345
@TheRecipeTeller 😂😂 or Kiya pehly tu Zara dar laga k Kuch ajeeb hi na ban jaye,par tajurba kamyab raha 🤩🤗
Sarosh Zeeshan
Sarosh Zeeshan @TheRecipeTeller
Good hai… fusion idea bhi acha hai waisay… next fusion challenge kartey hain