Comments on

Karaillay chicken

Sheenay Khan
Sheenay Khan @Faris_cuisine
karalay k chilkay dalnay sy karwa nae ho jay ga salan
Umbreen Musa
Umbreen Musa @umbreencooks
Steps aur bun suktay thay, chotay chotay steps likha krain, bht mazay ki dish hay, new logon ko zeada steps say recipe zeada clear ho jati hay. 👍👌
Sadaf Bittoo
Sadaf Bittoo @sadafbittoo4
Ok next tym khayal rakhon gi but personally mujhy lambi recipies parhni achi nai lagtyn bs isi liyay kum steps banay
Maria Shujaat
Maria Shujaat @MariaShujaat
Garnish k liye just dhaniya dala Hy apne ya meithi bhi Dali hy
Sadaf Bittoo
Sadaf Bittoo @sadafbittoo4
Nai bs dhania daal hy.meethi nai Dali karailon main
Sadaf Bittoo
Sadaf Bittoo @sadafbittoo4
Is main srf dhania hi daal hy. Meethi srf gobhi main Dali hy