Comments on

Delicious Daal...💕

Haya Ali
Haya Ali @s_baker
Ye daal khane mai payaz ki mithas Ati hai kya. Darasal Mai bass Namak, laal mirch aur haldi daal kar paka leti hoon baad mai sabaz mirch, Adrak gol mirch aur dara mirch ka tariqa tayar kar k daal deti hoon. AK dafa banai thi payaz, lehsun daal mai paka kar. Kisi ne khai nahi.
Hearts Link
Hearts Link @cook_20804752
G dear apki baat bilkul thek hai agar pyaz ziyada Daly jaen to zaiqa kharab ho jata hai, par 1 pyaz main lazmi dalti Hun flavor acha lagta hai, or tarky main zeera or garam masala dalny sy dal ka zaiqa bohat acha banta hai try kijiye ga...