कुकिंग निर्देश
- 1
Maida mein ghee acche se mila kar gungune Pani Se ata gund le
- 2
Ek Kadhai mein Chhota chammach ghee dalen aur kaddu Kash Karke paneer dalkar bhune golden colour
- 3
Sugar ka powder milaen aur dry fruit milaen acche se mix Karke paneer ka pani Sukha kar elaichi powder Milaya Thanda hone De
- 4
Maida ki Patali Puriya Banakar one spoon mishran ko Bhari Aur gujhiya ka shape den saree Gujhiya Banakar taiyar kar le
- 5
Kadhai Mein Tel ko garam Karen medium and low flame per Gujiya ko deep fry Karen donon side se golden colour
क्या आपने यह रेसिपी बनाई? कुकस्नैप शेयर करें!
Neelima Ajit Chaudhary को बताएं कि रेसिपी कैसी बनी।
शुक्रिया कहने का सबसे अच्छा तरीका है एक फ़ोटो!
किसी ने आपकी रेसिपी बनाई और कुकस्नैप शेयर किया!

समान रेसिपी
और रेसिपीज़
https://cookpad.wasmer.app/in-hi/recipes/10576353




कमैंट्स