Spicy Baingan bharta

Shikha Manchanda @cook_14593922
Spicy Baingan bharta
कुकिंग निर्देश
- 1
Baingan ko bhun kar masher se mash kr le
- 2
Kadhai me tel garam kar kti pyaz aur hari mirch dal ke bhune
- 3
Pyaz ke bhun jane pr usme adrak lahsun paste aur kte tamatar dal kr bhune
- 4
Ab isme sbhi masale aur mash kia hua baingan mila de
- 5
5 minute tk bhune.
- 6
Garam garam parathe ya roti ke sath parose.
कीवर्ड
समान रेसिपी
और रेसिपीज़
https://cookpad.wasmer.app/in-hi/recipes/8496692



कमैंट्स