Neeta Bhatt
Neeta Bhatt @Neetabhatt
#CA26
Sudhaji aapnne jo pyaz ke bhajiya banai hai woh ekdam Swadisht Lajawab tasty banaya hai maine bhi Kuch is tarah se Aloo pyaaz laccha pakara banai hai 👌😋💗💕
Sudha Agrawal
Sudha Agrawal @SudhaAgrawal_123
@Neetabhatt dear bahut hi crispy aur tastyyyy bane hain 👌👌👌 cooksnap ke liye dil se dhanywaad ❤️🥰😊