Baghair oil ke Aalu palak

#Sabzi
jab maray bachay diet kartay hain to unn ke liye dghair oil ke sabzi banati hon oil ke baghair bhi mazay ki banti hain😋😋😋
Baghair oil ke Aalu palak
#Sabzi
jab maray bachay diet kartay hain to unn ke liye dghair oil ke sabzi banati hon oil ke baghair bhi mazay ki banti hain😋😋😋
Steps
- 1
.Sab sy pehlay Palak kat ke boil kar lain.uss main pani nahi dalna darmiyni aanch py paka lain apny hi pani main palak gal jaye gi.
- 2
Dosri taraf. Piyaz,tamater kat ke iss mein lehsan adrak peast namak,Lal pissi mirch, haldi,zeera hari mich kat ke sab masaly dal ke thora pani dal ke halki aanch par pakny dain.
- 3
Jab piyz tamater gal jayin to ussy masaly ki tarah chamcha hila hila kar itna bonain ke sab masaly achi tarah mix ho jayin bhontay hoye iss main Half teasp pissa garam masala and half teasp pissi kali mirch and,1,teasp sabit lal mirch koti hoi dal ke thora 2,3 mint bhon ke ubli hoi palak and aalu dal ke halki aanch py paka lain.
- 4
Pani nahi dalna aalu steam main hi halki aanch main palak ke thoray pani main gal jayin gy,
- 5
Jab aalu gal jayin and pani khush ho jay to salad roti sy ya ublay chawel ke sath khaya saktay hain.😋😋
Similar Recipes
More Recipes
-

Watermelon Cake (fresh fruit cake)
Rehana Wasim
-

Mukti Sahay
-

Mukti Sahay
-

Madhumita Bishnu
-

Kendall Sampson -

Kendall Sampson -

Kendall Sampson -

Kendall Sampson -

Apple Cake with Cinnamon & Ginger ~ Tao / Vegetarian
Zào Jün ~ TAO 'proof' Vegetarian Cooking
-

ann.stricker
-

Creamy Ground Turkey 🦃 Sloppy Joe
Crock Pot Girl 🤡
-

Lemon Sheet Cake with Lemon Glaze
Christina
-

clint.conkity
-

Shazi Mudabbir
-

Shiuri
-

Mahak Surya
-

Shabbir Dalal
-

Hina Gul
-

Sapna Kotak Thakkar
-

Hina Gul
-

Meenu Ahuja
-

Rahma Tijjani
-

Malaika Farhan









Comments (17)