कुकिंग निर्देश
- 1
Urad daal ko dho ker pani mein 3 hrs ke liye bhigo ker rkh do. pani nikal lo aur mixe mein daal ker pees lo. ghol tyar hai.
- 2
Ek katore mein daal wala ghol lo, isme suji mila lo. ab garda ghol tyar ker lo. agar jrurat ho tabhi pani milao. namak mila ker mix kero.
- 3
Ghol ko 15 minute ke liye side per rkh do. mini uttapam pan ko garam kero. thorda tel daal ker thorda thorda ghol daal lo.
- 4
Isper barik kate tamatar, shimla mirch and pyaz faila do. thorda tel daalo. ab dono sides se sunhera hone tak paka lo. plate mein rkho aur ketchup ke saath serve kero.
- 5
Sooji Urad Dal Mini Uttapam tyar hai.
समान रेसिपी
और रेसिपीज़
- मशरूम गलौटी कबाब (Mushroom galouti kabab recipe in Hindi)
- मशरूम-बेबी कार्न कबाब (Mushroom baby corn kabab recipe in Hindi)
- काले चने और राजमा शामी कबाब (Kale chane aur rajma shami kabab recipe in Hindi)
- ब्रोकली कटलेट्स (Broccoli cutlets recipe in Hindi)
- नदरू (कमल ककडी) के कबाब विद् चिप्स (Nadru (Kamal kakdi) ke kabab with chips recipe in Hindi)
https://cookpad.wasmer.app/in-hi/recipes/7578856




कमैंट्स