Comments on

Chupri Roti

Sarosh Zeeshan
Sarosh Zeeshan @TheRecipeTeller
Atta usnay gundhaabper us ki roti luganay wali na thii... to woh baad mein nay banayii
MrsRiasat Ali
MrsRiasat Ali @whiskit
I can make a perfect layered paratha, but making a perfect phulka is not in my list yet 😄 And even I don’t like making roti 🤣
 KK
KK @kk_cookingram
I like making roti too but unfortunately kabi theik ban jati ha kabi diakhny k qabil b nahi main to hamesha roti banay ki chor un🙊🙊
Hamna Arooj
Hamna Arooj @arooj_flavstory
Haha.. aisa hota hai or mai paratha bnanay k.😜
 KK
KK @kk_cookingram
Paratha mera perfect banta ha Alhamdulillah
Farzana Memon
Farzana Memon @cook_16880765
Means k roti app ne nhn banae jis ne banae us ko shabash
Sarosh Zeeshan
Sarosh Zeeshan @TheRecipeTeller
😆😆😆 jis k hath hain uski rotii luganay wali nahin thiii .... atta goondhnay tuk theek tha.
 KK
KK @kk_cookingram
Mam app try kia krain bht zyda mushkil nahi ....ku k jab apko sab banana ata to is main ku pichay rahain app 😂😂
Wajiha Zafar
Wajiha Zafar @dehlikazaiqa
Bhtreen.roti bylny ky bad tawy pr dalny sy phly jo thap thap ka process hota hy na wo mjh sy nahi hota.😄