Sarwat Bilal
Sarwat Bilal @SB_kitchen
Mashallah dekhte hi Dil kar rha k foran kha lon . Mashallah looks so amazing
Samia Aijazz
Samia Aijazz @SamiaAijaz
Bohat umdah. Meray susral may gosht ko aik pani may kuch second dal kar wo pani discard kar daitay hay
hzdiaries
hzdiaries @hzdiaries_9396
Wa g bht zabrdast khas tor m jo masaly bhun k daly jaien unka taste h bht zabrdast hota