Comments on

Custard fruit tart

Maria Shujaat
Maria Shujaat @MariaShujaat
Agar ap Karachi main reh rahti Hain to women connected competition main post Dal sakti hain ap..
Sadaf Nouman
Sadaf Nouman @sadaf2010
Actually wo 5 march ko ha or morning time ha or baty ka paper hoga final is ly part nai ly rahi
Maria Shujaat
Maria Shujaat @MariaShujaat
Ap us post pe tag nhi ho pa rahien main apko link sent karti hon woh check kare
Maria Shujaat
Maria Shujaat @MariaShujaat
Us main jis ki dish pasand ae to connectwd women ka Meetup Hy to agar apki dish select hojati Hy to 30 peoples ka apko lekar Jana hoga to unki tarf se apko surprise gift hamper Mile ga
Maria Shujaat
Maria Shujaat @MariaShujaat
5th March ko cookpad ko 1 year hoga to uski celebration k liye Deva main Jana Hy but yeh alag Hy aur Hy bhi 4 March ko agar ap karsakti hai to zaror participate kare
Sadaf Nouman
Sadaf Nouman @sadaf2010
Ok thanks a lot mara arda tha part lany ka par main samji deva main ha tu phir nai liya
But main na post main editing kar di ha thanks a lot for info
Maria Shujaat
Maria Shujaat @MariaShujaat
Jee inshallah ap zaror win karegi apki post Mashallah bht zaberdast hy
Sadaf Nouman
Sadaf Nouman @sadaf2010
Insha Allah app sab ki duay or help sath rahi tu zaror
Sadaf Nouman
Sadaf Nouman @sadaf2010
Salam sis maria main na connectedwoman main win kar liya tha par mujy jany main masla ho raha tha is ly mana kar diya
Maria Shujaat
Maria Shujaat @MariaShujaat
Wow Mashallah zaberdast
Main yehi sochrhi thi k apki recipe to bht zaberdast thi to apne win kyun nhi Kiya
Sadaf Nouman
Sadaf Nouman @sadaf2010
Jee bas dor tha tu mushkil tha jana