Urda dal Moongdal aur murga se bane kabab
खाने मे स्वादिष्ट
कुकिंग निर्देश
- 1
Urda dal Moongdal dal ko 2Ghante Bheego do
- 2
Jab tak sabhi masale tyar karsukhi lal mirch, jeera, sukhi dhaniya,Kali mirch pisle
- 3
Ab dal, murga, Hari Mirch,haradhaniya pisle chikane pest banjayeg aveshakta lage kuch boond pani daal de
- 4
Ab ek Katora mei nikle usmei jo masala tyar kiya usse milgye 2-3chamcha bread crumbs daal de aur Namak Sabko achse mila le
- 5
Kebab stickapko Bazaar Asani miljayegi Stick pani ya Tail lagaye fir hath mei pani lagaye stick Par kebab lapate fir 1/2Ghante k liye freeze mei rakh de
- 6
Fir tail gram kare tale sunahara hone tak Hari chatani k sath parose
- 7
Isse aap 15se20din deep freeze karsakti
कीवर्ड
समान रेसिपी
और रेसिपीज़
https://cookpad.wasmer.app/in-hi/recipes/12810366




कमैंट्स