Aloo paratha
कुकिंग निर्देश
- 1
Ek pan mein ghee garam kerke jeera bhun lo. ab pyaz daal ker bhuno.
- 2
Ab hari mirch, aloo, namak, lal mirch powder, dhaniya powder, amchoor daal ker achhi trh mila lo. aloo mishran tyar hai.
- 3
Aate ka chota peda lo aur thorda bel lo. aloo mishran rkh ker gol kerke kinaro se band kerdo. fir paratha ki trh gol bel lo.
- 4
Garam tawa per paratha ko dono trf se ghee lga ker dono trf se bhura hone tak sek lo.
- 5
Makhan ya dahi ke saath serve kero.
कीवर्ड
समान रेसिपी
और रेसिपीज़
- मशरूम गलौटी कबाब (Mushroom galouti kabab recipe in Hindi)
- मशरूम-बेबी कार्न कबाब (Mushroom baby corn kabab recipe in Hindi)
- काले चने और राजमा शामी कबाब (Kale chane aur rajma shami kabab recipe in Hindi)
- ब्रोकली कटलेट्स (Broccoli cutlets recipe in Hindi)
- नदरू (कमल ककडी) के कबाब विद् चिप्स (Nadru (Kamal kakdi) ke kabab with chips recipe in Hindi)
https://cookpad.wasmer.app/in-hi/recipes/7579157



कमैंट्स