कुकिंग निर्देश
- 1
Sabse pahle gajarko Kat lenge matar le lenge kadai lengeusme oil lenge oil m jeera hari mirch fir masale dalenge fir gajar matar dalenge
- 2
Fir gajar matar pak jane k baad usme shakkar,amchur dalenge hara dhaniya chop krke dalenge
कुकस्नैपस
आपको यह रेसिपी कैसे लगी? कुकस्नेप भेजकर अपनी प्रतिक्रिया दें !
Similar Recipes
-
-
-
-
-
-
-
Chapati Chowmein
#indochineseLeftover chapatis ka ek behtareen use. Specially un bachon ke liye jo chowmein ke shaukeen he. Bazaar ki noodles ke muqable ek healthy option he yeh. Tiffin ki hit dish. Jhat se chat hone wali. 😋 Shuchi Jain -
-
Parwal Aloo Sabji
#hinglishcomfortyeh bahut hi swadist sabji hei. Odisha mein bahut hi lokapriya hei. Har shadi aur tehwaron mein yeh sabji banti hei. Bina pyaj aur lasan se bhi yeh sabji ban sakti hei. Kirti Das -
Rice Muthiya Chaat
#SWADEk quick, healthy aur yummy chaat jo banti he leftover rice se bani muthiya se. Yeh bahar se kafi crisp hoti he. Mujhe kurkuri chaat pasand he, isliye maine dahi ka use nahin kiya he. Aap apni liking ke hisaab se use ker sakte he. Shuchi Jain -
Masala paratha
#HinglishComfortBahut hi swadisht masala stuffed paratha hai ye. Bahut hi comforting .Jhatse masala mixture banakar paratha mein stuff karke ghee ya tel sang seke. Har tukde ka anand le. Bahut hi lacchedar ,spicy ,chatpata taste . Yaha maine aloo matar ki gravy sang parosa hai. Aap raita ya boondi raita sang bhi iska swaad le sakte hai. Chai par bhi ise enjoy kar sakte hai. Reena Andavarapu -
Matar ki kachori chote aloo ke sath
#HinglishHare matar ki kachori chatpati aloo ki sabji jo ki bina pyaz lehsun ki hai Archana Bhargava -
-
-
Manchurian Vada Pav
#indochineseEk desi videshi fusion, Indo Chinese recipe, with Manchurian Vada. Manchurian sauce aur Rajasthani lahsun ki chutney ka combination recipe ko char chand lagata he. Aap zaroor try karein. Ungliyan chat te rah jayenge.😋😋 Shuchi Jain -
-
-
-
-
-
-
-
-
-
#hinglishcomfort kadhi pakoda
Kadhi pakoda mere ghar mein sabko bahut pasand espaisally mere pati ko esilye comfort food mein recipe share ker rhi hu Chhavi Sharma -
-
-
-
-
More Recipes
https://cookpad.wasmer.app/in-hi/recipes/11654925
कमैंट्स (2)