Teekhe Lehsuni Noodles Se Bhare Mirch Ke Pakode
कुकिंग निर्देश
- 1
Hari mirch ko dhokar ponch len aur beech mein se cheera laga den, sare beej nikal den
- 2
Ek bade pyale mein besan, namak, ajwain, heeng, lal mirch aur pisi huyi palak dalen
- 3
Ab un sabhi ko achche se mila len
- 4
Ab thoda sa pani dalkar ghol bana len
- 5
Rang thoda halka aya hai isliye thodi palak aur dalen
- 6
Aur achche se mila len, ghol patla nahi hona chahiye, thoda mota hi rehna chahiye
- 7
Ab taiyar noodles ko ek pyale mein len
- 8
Ek mirch len aur usme noodles bharen
- 9
Noodles ko khoob achchi tarah dabate huye bharen
- 10
Isi tarah dono mirch ko noodles se bhar len
- 11
Ab bhari huyi mirch ko besan ke ghol mein dalen aur achche se lapet len
- 12
Ek kadai mein talne ke liye tel garam karen, pehle tez aanch par karen fir aanch ko madhyam kar den, besan se lipti huyi mirch ko garam tel mein dheere se dalen
- 13
Aur ulatte palatte huye halki bhuri hone tak tale
- 14
Jab mirch ke pakode achche se sik jayen tab achche se tel nitharkar unko ek kagaz par nikal len
- 15
Fur unko tukdon mein kaat len
- 16
Aur ek sunder si tashtari mein garma garam parosen
- 17
In pakodon ko hari chutney aur tamatar ki sauce ke sath prosen
कुकस्नैपस
आपको यह रेसिपी कैसे लगी? कुकस्नेप भेजकर अपनी प्रतिक्रिया दें !
Similar Recipes
-
Matar ki kachori chote aloo ke sath
#HinglishHare matar ki kachori chatpati aloo ki sabji jo ki bina pyaz lehsun ki hai Archana Bhargava -
-
-
Masala paratha
#HinglishComfortBahut hi swadisht masala stuffed paratha hai ye. Bahut hi comforting .Jhatse masala mixture banakar paratha mein stuff karke ghee ya tel sang seke. Har tukde ka anand le. Bahut hi lacchedar ,spicy ,chatpata taste . Yaha maine aloo matar ki gravy sang parosa hai. Aap raita ya boondi raita sang bhi iska swaad le sakte hai. Chai par bhi ise enjoy kar sakte hai. Reena Andavarapu -
#hinglishcomfort kadhi pakoda
Kadhi pakoda mere ghar mein sabko bahut pasand espaisally mere pati ko esilye comfort food mein recipe share ker rhi hu Chhavi Sharma -
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
Parwal Aloo Sabji
#hinglishcomfortyeh bahut hi swadist sabji hei. Odisha mein bahut hi lokapriya hei. Har shadi aur tehwaron mein yeh sabji banti hei. Bina pyaj aur lasan se bhi yeh sabji ban sakti hei. Kirti Das -
-
Manchurian Vada Pav
#indochineseEk desi videshi fusion, Indo Chinese recipe, with Manchurian Vada. Manchurian sauce aur Rajasthani lahsun ki chutney ka combination recipe ko char chand lagata he. Aap zaroor try karein. Ungliyan chat te rah jayenge.😋😋 Shuchi Jain -
-
Aloo pyaaz paratha
#hinglishcomfortBahut hi aasan aur swadisht. Aasan tarike se perfectly spread potato onion masala se yah stuffed paratha banaye . Har tukde mein potatoe onion masala ka stuffing mile. Reena Andavarapu -
-
Chapati Chowmein
#indochineseLeftover chapatis ka ek behtareen use. Specially un bachon ke liye jo chowmein ke shaukeen he. Bazaar ki noodles ke muqable ek healthy option he yeh. Tiffin ki hit dish. Jhat se chat hone wali. 😋 Shuchi Jain -
-
-
Rice Muthiya Chaat
#SWADEk quick, healthy aur yummy chaat jo banti he leftover rice se bani muthiya se. Yeh bahar se kafi crisp hoti he. Mujhe kurkuri chaat pasand he, isliye maine dahi ka use nahin kiya he. Aap apni liking ke hisaab se use ker sakte he. Shuchi Jain -
-
-
-
More Recipes
- पाइनएप्पल आइसक्रीम (Pineapple icecream recipe in hindi)
- सांभर वडा (Sambhar Vada recipe in hindi)
- मैथी वैजिटेबल खिचड़ी (Methi vegetable khichdi recipe in Hindi)
- खरबूजे की आइसक्रीम (Kharbuje ki icecream recipe in hindi)
- ग्रिल्ड टोफू विथ समर कूल स्प्लैश (Grilled tofu with summer cool splash recipe in hindi)
कमैंट्स