Custard faluda
Steps
- 1
Prepare all ingredients
- 2
Ek handi main milk ko ubal lein jab milk ubal jaye toh us main sugar add karen ab ek piyali main thora sa pani le ke custard ke 6 tbp mix kar lein us main ab mix kiye huay custard ko milk main add karen sab spone bhi chalte rahein jab custard thora ghara ho jaye toh chule say utar ke thanda kar lein Nestle cream dal ke mix kar lein
- 3
1 cup main 1 tbp tukhambala add kar mix kar ke 30 mins ke liye rakh dein
- 4
Sawaiyan banane ke liye 1 pan main pani aur 3 tbp sugar add kar ke mix kar lein ab 1 piyali main thora sa pani le ke 1/2 cup cornflour mix kar lein aur ab mix kiya hua cornflour sugar wale pani main add karen aur thori dair paka ke chula band kar dein
- 5
Ab es mixture ko Piping bag main dal ke thande pani main nikal dein ab sawaiyan ready hain
- 6
Prepare all ingredients custard ready aur rafan jelly bhi ready kar lein sawaiyan bhi ready hain apple aur strawberry kat li hain
- 7
Ab main nay icecream aur glasses main quice sharbat aur rooh afza sharbat laga liya hy
- 8
Phir es main green jelly thori dal ke upar custard dala aur phir kate huay apples aur strawberrys sawaiyan aur phir jellys dal ke last main condenseter milk dal diya mazedar custard faluda thanda kar ke serve karen
- 9
Wato izzo man tasha wato zillo man tasha
Similar Recipes
More Recipes
-

Hetal Poonjani
-

ZMA
-

Durreshahwar Khan
-

Bethica Das
-

Heena Jani
-

Green Moong / Whole Moong Dal Tadka
Bethica Das
-

chef Nidhi Bole
-

Rita Talukdar Adak
-

Bashed Cooking
-

Valerica Cooks
-

Logann Dolan
-

Carl Biba
-

hughluotatebe
-

Kemy Cure
-

Bakers spice
-

Hauwajaaj
-

Abhijit Mokashi
-

reemamakhija
-

Sadaf Waqas -

Poonam Thanvi
-

Jasmin Motta _ #BeingMotta
-

Azra Tanveer
-

Spaghetti with chorizo & Chilli and lemon and pepper flavoured croutons
RECIPES FROM MY TRAVELS





























Comments