चना दाल पालक वडा (Chana dal palak vada recipe in Hindi)
#Gkr2 post 1
कुकिंग निर्देश
- 1
Chana dal or uraddal ko dhokar 6-7 ghante ke liye alag alag bowl fulne rakhe jab dal ful jaye to unko pise alag alag mixi me bina pani milaye Dal piseOr ek bade bowl me dono dal ko mix karke 2-3 ghante ke liye dhakkar rakh de
- 2
Plalak ki bhaji ko dhokar saaf karke kate barik or ek cotton ke kapde parfela kar sukha le or fir dal me palak or sabhi samgri milaye 3-4 choti chammch tel milaye or acchi tarh fete
- 3
Kadahi me tel garam karne rakhe tel garam ho jaye to midium aach par Vada dale haath par thoda vada ka mishran le or unko thoda ungliyo se chapta kare or tel me dale fir ful flame par goldenbrown kare or nikale isi tarh saare vada bnaye or chatni ke saath serve kare
कीवर्ड
समान रेसिपी
और रेसिपीज़
https://cookpad.wasmer.app/in-hi/recipes/9669636





कमैंट्स