Chanay ki dal ka halwa

#6weekchallenge
Very delicious halwa meri family main bohot pasund kiya jata hai ap bhi try krein InshaAllah sub ko pasund ae ga
Chanay ki dal ka halwa
#6weekchallenge
Very delicious halwa meri family main bohot pasund kiya jata hai ap bhi try krein InshaAllah sub ko pasund ae ga
Steps
- 1
Dal ko saf kar ke dho lein aur 3 hour ke liye bhigo dein
- 2
3 hour ke baad dal ka pani phenk dein aur ek bar dobara pani sy wash kar ke sara pani nekal dein aub dal main fresh milk add krein aur slow flame par pakne rakh dein pakte waqt khayal rakhein ke dal jalne na paye dal ko etna galain ke dal gal jaye lekin tote nahi aur jo milk add kiya thi wo dry ho jaye aub flem off kar ke dal ko thora cool hone dein phir dal ko chopper main pes lein
- 3
Aub ghee garam krein us main pesi hoe dal add kar dein aub halwe ki bhonai shoro krein flame slow rakhein chamcha musalsal chalana hai kholi karahi lein halwe ke liye us main achi bhonai hogi ap ko kam az kam 1 ghanta lage ga bhone main kafi mehnat ka kaam hai koshish krein husband ya bhai ki madad lein bhonai ke liye jab halwa bilkul khushk hone lage aur dal bhurburi ho jaye aur Khushbo ane lage tu Flem off kar dein
- 4
Aub karahi main 1 cup pani dalein aur us main sugar add kar ke 1 tar ki chashni ready kar lein jesay hi chashni ready ho jaldi sy bhoni hoe dal add krein aur chamcha musalsal chalain sath hi khoya, aur half mewa bhi add kar dein aur bhone jab halwa karahi ki side chorne lage aur simat kar ek jaga ho jaye tu flem off kar dein
- 5
Aub ek bari dish main ghee laga kar ye halwa jaldi jaldi pehla dein belan par ghee laga kar belan ki madad sy halwa dish main set kar lein phir us par kate badam, piste aur pesa khopra dal dein aur ek bar belan sy set kar dein
- 6
3 hour ke liye halwe ko thanda hone ke liye chor dein phir cutting kar ke jar main rakh lein aur jab dil karein halwa enjoy krein bohot delicious banta hai
Similar Recipes
More Recipes
-

culinarycubit
-

Bina Anjaria
-

Shilpa Shah
-

Green Raw Papaya Peanuts Zesty Crunchy Salad
Manisha Sampat
-

Onyxa Mix
-

Ryan
-

Bethica Das
-

The Easiest Way to Upgrade Instant Ramen in 7 Minutes
Ilovetocookrecipes -

Gazpacho from Spain: The Land of Longevity
Ilovetocookrecipes -

Amrita Chakroborty
-

skunkmonkey101
-

Tina Martinez
-

homebasedchef
-

Reshma Nanwani
-

Kokab Shahbax
-

shubham lalit
-

Tina Chakraborty let's Cook
-

Tina Chakraborty let's Cook
-

ramita -

suman lalit Food Recipes -

Divya Deepak
-

Maryamaminu665
-

Raduma Jamse (0716271944)







Comments