Palak ka healthy spicy juice

Nilu Singh
Nilu Singh @cook_8154214
Gaya, Bihar

#Mocktails... bahut hi faydemand juice

Palak ka healthy spicy juice

#Mocktails... bahut hi faydemand juice

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

  1. 200 gmPalak
  2. 1Gajar
  3. 1Keera
  4. 1Tomato
  5. 1 cloveLahsun
  6. 1Hari mirch
  7. 15 gmAdrak
  8. 1 spoonKala namak
  9. 1 spoonChat masala

Cooking Instructions

  1. 1

    Palak ko saaf pani se dho lijia.

  2. 2

    Sabhi vegetables ko dho kar kaat lijia.

  3. 3

    Chat masala or kala namak ko last me daalege.

  4. 4

    Sabhi samano ko ek sath rkha lijia

  5. 5

    Sabhi vegetables ko mixer me dalege

  6. 6

    Or mahin pees lenge

  7. 7

    Uske baad usme hi Palak, chaat masala,1/2 glass water aur Kala namak daalenge

  8. 8

    Or mixer me mix kar lenge.

  9. 9

    Or chhanani me chhan kar

  10. 10

    Palak ke juice ko nikalenge

  11. 11

    1 glass me palak ke juice ko nikal kar

  12. 12

    Upar se chat masala daalege.

  13. 13

    Lijia aapka palak ka juice tayar hai. Jo bahut hi tasty hai. aap chahe to kevar kala namak hi daal kar pijia.ya spicy agar nahi pina chahate to hari mirch ko bhi nahi daal. Or baki sabhi chije bahut hi fayde manad hai.roj pine se aapko apne me chenj paiyega.

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Nilu Singh
Nilu Singh @cook_8154214
on
Gaya, Bihar

Comments

Similar Recipes