Eggless biscuit cup cake

Sarita Varun
Sarita Varun @cook_14539907
Vranasi

#hinglishcomfort Friends jab hamare ghr koi mehman aate hai to hm unhe naste me biskit dete hai ...ya ghar me bachhe hai to biskit lete time dabbbe ko khula hi chod dete to biskit me nami aa jati hai .....ya phir biskit ke new pkd kholte time kuch biskit adhik crispi hote hai aur tut jate hai aur wo kisi use me nhi aate . To mai in sbhi tarh ke biskit ko mix kr ke ye cake banai hu. Jo bahut hi sponji aur tasty hota h. Ap bhi ak baar try krna bahut hi easy h aur time bhi kam lgta hai

Eggless biscuit cup cake

1 होम शेफ इसे बनाने वाला है

#hinglishcomfort Friends jab hamare ghr koi mehman aate hai to hm unhe naste me biskit dete hai ...ya ghar me bachhe hai to biskit lete time dabbbe ko khula hi chod dete to biskit me nami aa jati hai .....ya phir biskit ke new pkd kholte time kuch biskit adhik crispi hote hai aur tut jate hai aur wo kisi use me nhi aate . To mai in sbhi tarh ke biskit ko mix kr ke ye cake banai hu. Jo bahut hi sponji aur tasty hota h. Ap bhi ak baar try krna bahut hi easy h aur time bhi kam lgta hai

रेसिपी एडिट करें
रिपोर्ट
शेयर कीजिए
शेयर कीजिए

सामग्री

  1. 2 cup white flour
  2. 3biscuit powder
  3. 1 cup sugar
  4. 2 cup condensed milk or malai of milk
  5. 1 cup milk
  6. 1 cup chopped dry fruit
  7. 1/2 spoon Baking powder
  8. 1/2 spoon Baking soda
  9. 1/2 cup oil
  10. 1 chutki yellow colour

कुकिंग निर्देश

  1. 1

    Beking powder aur Beking soda ko maide me add kijie aur 3 time chalni se ak hi side chal lijie

  2. 2

    Ab biskit ko mixey me daal kar powder bana lijie

  3. 3

    Ab biskit ko mixey me daal kar powder bana lijie

  4. 4

    Ab maide me wo mixer dhire dhire dalie usme dry fruit aur colour add kijie..ap koi bhi flavour bhi add saktein hai..ab ak hi side ap mixer ko 5 min tak milaie

  5. 5

    Macrowav ko 200c pe freehit kijie

  6. 6

    Ab cake wale baratan ko maide and oil se grease aur usme cake ka paste dalie

  7. 7

    Paste pura upar tak nahi bhrenge cake tin me.. cake sponji hota hai to space leta hai aur uper tak aata hai

  8. 8

    Ab cake mixer ko maicrovev me 20 min ke lie 180c pe bake kijie

  9. 9

    After 20 min ap ka cake taiyar hai

  10. 10

    Same prosigar cup cake me bhi krenge bt paste ki quantiti km hai to use 10 min ke lie bake krenge

  11. 11

    KUCH JARURI BAATE:- 1-cake hua hai ki nahi ye dekhne ke lie ap cake me knife daal kar dekhie..agar knife pe paste lgta hai to cake nahi hua hai aur nahi lgta hai to cake ho chuka hai..... 2-cake sponji nahi bnta hai to ap eno daal dije aur 10 min baad cake bake kijie

रेसिपी एडिट करें
रिपोर्ट
शेयर कीजिए

कुकस्नैपस

आपको यह रेसिपी कैसे लगी? कुकस्नेप भेजकर अपनी प्रतिक्रिया दें !

कैमरा का एक हैंडमेड कार्टून और तवे से उभरते हुए सितारों के साथ एक फ्राइंग पैन है
Cook Today
Sarita Varun
Sarita Varun @cook_14539907
पर
Vranasi
I am a house wifeI'am marrideI love cooking
और पढ़ें

कमैंट्स

Similar Recipes