Puri bhaji
कुकिंग निर्देश
- 1
Maide ke chote gole banayein
- 2
Kadhai mein Tel garam krein aur ismein dalein kalaunji aur Hari mirch
- 3
Ab dalein aaloo aur kaddu ke slice
- 4
Thoda namak aur haldi dalker bhune aur dhakkar pakayen
- 5
Jab sabji naram ho jai to dalen chini or Joe anch per pakne dein
- 6
Utarke rakhen aur puriyan bel ke talein
- 7
Garma garam parosein
कुकस्नैपस
आपको यह रेसिपी कैसे लगी? कुकस्नेप भेजकर अपनी प्रतिक्रिया दें !
Similar Recipes
-
-
-
Parwal Aloo Sabji
#hinglishcomfortyeh bahut hi swadist sabji hei. Odisha mein bahut hi lokapriya hei. Har shadi aur tehwaron mein yeh sabji banti hei. Bina pyaj aur lasan se bhi yeh sabji ban sakti hei. Kirti Das -
Aloo pyaaz paratha
#hinglishcomfortBahut hi aasan aur swadisht. Aasan tarike se perfectly spread potato onion masala se yah stuffed paratha banaye . Har tukde mein potatoe onion masala ka stuffing mile. Reena Andavarapu -
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
Masala paratha
#HinglishComfortBahut hi swadisht masala stuffed paratha hai ye. Bahut hi comforting .Jhatse masala mixture banakar paratha mein stuff karke ghee ya tel sang seke. Har tukde ka anand le. Bahut hi lacchedar ,spicy ,chatpata taste . Yaha maine aloo matar ki gravy sang parosa hai. Aap raita ya boondi raita sang bhi iska swaad le sakte hai. Chai par bhi ise enjoy kar sakte hai. Reena Andavarapu -
-
-
-
Matar ki kachori chote aloo ke sath
#HinglishHare matar ki kachori chatpati aloo ki sabji jo ki bina pyaz lehsun ki hai Archana Bhargava -
-
-
-
#hinglishcomfort kadhi pakoda
Kadhi pakoda mere ghar mein sabko bahut pasand espaisally mere pati ko esilye comfort food mein recipe share ker rhi hu Chhavi Sharma -
Parwal kheer
#hinglishcomfortParwal seasonal food hai and usually hum uska sabji banate hai but maine ussise sweet dish banaya hai joe bahut hi badhia and tasty bani hai. Sushree Satapathy -
-
-
-
Manchurian Vada Pav
#indochineseEk desi videshi fusion, Indo Chinese recipe, with Manchurian Vada. Manchurian sauce aur Rajasthani lahsun ki chutney ka combination recipe ko char chand lagata he. Aap zaroor try karein. Ungliyan chat te rah jayenge.😋😋 Shuchi Jain
More Recipes
- काले चने और राजमा शामी कबाब (Kale chane aur rajma shami kabab recipe in Hindi)
- नदरू (कमल ककडी) के कबाब विद् चिप्स (Nadru (Kamal kakdi) ke kabab with chips recipe in Hindi)
- मोमोज इडली चटनी (Momos idli chutney recipe in Hindi)
- मशरूम गलौटी कबाब (Mushroom galouti kabab recipe in Hindi)
- मशरूम-बेबी कार्न कबाब (Mushroom baby corn kabab recipe in Hindi)
https://cookpad.wasmer.app/in-hi/recipes/7581800
कमैंट्स