Sharbat Rahat e Jan Rooh Afza

Naila Asif
Naila Asif @cook_18328290

#ambassador
#Muharramspecial
Yahan yae main pakistan ki tarah muharam main sharbat nahi banta jata na hi sabeelain lagti hai n na hi hamaray ghar rooh afza hai 😜😅
Ammi sy banawaya n WhatsApp par unho ny video bhaiji 😊😭

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

10 minutes
2 person
  1. 1jug pani
  2. 1/2 cuprooh afza
  3. 2 ya 3 pista ya badam
  4. cubeIce
  5. 2 tbspcheeni

Cooking Instructions

10 minutes
  1. 1

    Pani ko blender main dal dain.

  2. 2

    Abb pani main rooh afza, ice cubes cheni dal k achay sy blend kar lain.

  3. 3

    Rooh afza ready hai

  4. 4

    SERVE
    glasses main dal k sharbat main badam ya pissta bareek kat k dal dain mazaydar sharbat
    Issi tarah aap ziyada bhi bana saktay hain n iss main doodh bhi daal saktay hain

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Naila Asif
Naila Asif @cook_18328290
on

Similar Recipes