Shami kabab

Yea shami kabab bnaey to chicken aur daal kay thay mugar bht sukhat ho gaey thay, iss leay in main kuch addition ki aur soft keay. Wo addition me mention krun gi.
Ramzan ki preparation ki hay, sahri aftari yea shami kabab kaam aaen gay.
Shami kabab
Yea shami kabab bnaey to chicken aur daal kay thay mugar bht sukhat ho gaey thay, iss leay in main kuch addition ki aur soft keay. Wo addition me mention krun gi.
Ramzan ki preparation ki hay, sahri aftari yea shami kabab kaam aaen gay.
Steps
- 1
Chicken main daal ko dho kar dala, salt, chilli, adrak lahsan aur onion kay elawa sabut garam masalay dal deay.
- 2
2 glass pani daal kar isay puknay dia. Jub tuk pani dry ho, daal bhi soft ho gae.
- 3
Ab isko achi tra dry kar liya. Aur thunda honay dia.
- 4
Iss mixture ko qeema bnanay wali machine main pees liya. Wo na ho to choper main bhi chop kar suktay. Iss main egg mix kar deay.
- 5
Me nay yahan tuk procedure kia aur kabab bnaey jo fry kar kay bht hard feel huay.
- 6
Ab me nay iss main dahi aur boiled mashed potatoes dalay aur achi tra mix kia.
- 7
Kabab bana kar freez kar deay hain. Ramzan main kaam aaen gay 😊.
Similar Recipes
More Recipes
-

Shobha Rathod
-

Leahgathukia -

Ryan
-

Ryan
-

Ryan
-

Ryan
-

Classic Marwadi (Rajasthani) yogurt Kadhi
Bina Samir Telivala
-

Crispy diet biscuits with mustard oil 🛢️
Kulsoom Bukhari
-

Nargis shaikh Shaukat
-

Crispy southern fried chicken breasts
Chef Nena
-

Christy Harbor
-

sjs2020
-

Classic chocolate chip cookies
Sarah Elizabeth Frampton -

Robert Gonzal
-

Pinki Mehta
-

Suvas Shah
-

Suman Rani
-

Suvas Shah
-

Umbreen Musa
-

Shobhana Vora
-

Hadia Anwar
-

Christy Harbor
-

CaRiNe
-

Hadia Anwar





Comments (16)