Mutton aloo Biryani meray style main

Naila Asif
Naila Asif @cook_18328290

#ambassador
Har dil pasand biryani jo sab ko pasand hai mujhay mutton biryani sab sy ziyada pasand hai😊

Mutton aloo Biryani meray style main

#ambassador
Har dil pasand biryani jo sab ko pasand hai mujhay mutton biryani sab sy ziyada pasand hai😊

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

2 hrs, 15 mints
7,8 person
  1. 1 kgchawal
  2. 1 kgmutton
  3. 4medium aloo
  4. 1packet shan biryani masala
  5. 4tamater
  6. 4piyaz
  7. 1/2 kgdahi
  8. 1 tsplal mirch powder
  9. 8-9 hari mirch
  10. 2 cupoil
  11. 1/2 tspfood colour
  12. 1 tbspSabut garam masala

Cooking Instructions

2 hrs, 15 mints
  1. 1

    Gosht zara dair sy galta hai.
    Mainy sab sy pehly gosht main tamater n ek tbsp sabut kali mirch dal k cooker main gala liya.

  2. 2

    Piyaz slice main kat k light brown kar k oil sy nikal lain
    Piyaz sookh jaye to pees lain.

  3. 3

    Jab Gosht gal jaye to uss main oil dal dain n aloo bhi dal k thora bhon k dehi n sab masalay n hari mirch kat dal dain.

  4. 4

    Abb thora bon k halki aanch py pakny dain.
    Aab aloo bhi gal jayin qorma ready ho jaye to flame band kar dain.

  5. 5

    Abb ek teh chawal ki ek teh qormay ki lain
    Har teh main thor thora dhaniya podeena bhi phela k dalti jain
    Do teen teh laga k 20 sy 25 mint biryani ko dam dein dain.

  6. 6

    Biryani ready hai serve kar lain.😋👌👍

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Naila Asif
Naila Asif @cook_18328290
on

Similar Recipes