QEEMA BAHARA PARATHA WITH TEA ☕

Zaibi Hussain Zaibi
Zaibi Hussain Zaibi @cook_24515478

Good Morning Post For Your Breakfast

QEEMA BAHARA PARATHA WITH TEA ☕

Good Morning Post For Your Breakfast

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

1 HOUR'S 💕💕💕
☕☕5 PERSON'S ☕☕
  1. Ingredients For Dough
  2. 500Giram Medah
  3. 1/2 TspSalt
  4. Required Milk
  5. Ingredients For Feeling
  6. 500Giram Beef Qeema
  7. 1/2 TspSalt
  8. 1 TspGinger Garlic Paste
  9. 1/2 TspBlack Pepper Powder
  10. 1/2 BunchGreen Coriander
  11. 1Spring Onion
  12. 5Adad Green Chillies
  13. 2Eggs
  14. 1/2 TspBlack Pepper Powder
  15. Required Salt
  16. For Frying Cooking Oil
  17. ingredients for tea
  18. 1/2Litter Milk
  19. Required Tapal Mixture Tea
  20. Required Sugar

Cooking Instructions

1 HOUR'S 💕💕💕
  1. 1

    Sb Se Pehle Me Medeh Mey Salt Mila Ke Isko Goondh Ke Cover Kar Ke Ek Side rakh Dein.

  2. 2

    Ab Ek Pateeli Mey Paani Dal Kar Isme Qeema.. Ginger Garlic Paste.. Or Salt Mila Ke Boil Kar Lein. Jab Qeemey Ka Paani Khushk Hojye Or Qeema Gal Jye To Ismey. Black Pepper.. Green Coriander.. Spring Onion.. Or Bareek Kati Hui Hari Mirachen Shamil Kar Ke Achi Trha Bhoon Lein.

  3. 3

    Jab Qeema Bhoon Jye To Flame Off Kar Dein. Ab Eggs Mey Black Pepper or Salt Dal Kar Achi Trha Phent Lein. Ab Oil Garam Kar Ke Isme Eggs Fry Kar Lein. Eggs Fry Hojian To Inko Thanda Kar Ke Bareek Bareek Chop Kar Lein. Or Isko Qeemey Mey Mix Kar Lein. Ab Apka Feeling Better Ready Hai.

  4. 4

    Ab Goondhe Hue Medeh Ki Equal Dough Bana Lein. Ab Ek Dough Ko Bel Ke Ispr Qeemey Ka Mixture Rakh Dein Or Dusri Dough Ko Bel Ke Iske Opar Rakh Dein. Ab IsKo Bel Ke Paratha Bana Ke Garam Tavey Par Dal Kar Ek Side Se Senk Ke Plat Ke Ispr Oil Lgain Ab Dusri Side Par B Oil LagaLein. OR Parathe Ko Fry Kar Lein. Ab Tamam Parathon Ko Isi Trha Step By Step Bana Ke Hotpot Mey Rakh Dein Istrha Parathe Long Time Garam Rehte Han.

  5. 5

    Ab Chaaye Bnane Ke Lie Pehle Milk Boil Kar Lein. Or Iske Baad Ek Pan Mey Paani Lkr Isme Sugar Or Tapal Mixture Tea Dal Ke Boil Kar Lein. Jab Paani Half Reh Jye To Tea Cup Mey Dal Kar Iske Opar Milk Dal Dein. Ap Ki Tea Ready Hai.

  6. 6

    Ab Ek Platter Mey Paratha Rakh Ke Garama Garam Chaaye Ke Sth Serve Karein THNX ☕🌹

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Zaibi Hussain Zaibi
Zaibi Hussain Zaibi @cook_24515478
on

Comments (3)

Similar Recipes