Ginger & cardamom tea

#chai. Ye chai mene 1st time try ki thi jab mere bhai jan ki tbyt disturbed thi or jab mene unhen ye chai bana ke di to unhen kafi aram mila or jab se ye meri duty ban gai ab jab b unka mood hota hai wo mjhse yahi chai bnwa ke pite hen ye mazedar hone ke sath health bneficial b hai❤

Steps
- 1
Sb se pehle 1 pot me pani dalen or pani me ginger ke chotey pieces add kar ke boil hone dein 2 3 min ke lye
- 2
Then milk add karein or sath hi is me sugar,chai ki patti or sabut Elaichi daal kar boil hone dein
- 3
Ab boil ajae to isey 3/4 min ke lye medium flame p cook krlen
- 4
Jab chai achi trhan pak jae to tea strainer se chhan kar serve karein
- 5
Hmari mazedar ginger and cardamom tea taiyar hai
Made this recipe? Share a Cooksnap!
Let Huriya Alam know how it turned out.
Nothing says thank you like a photo!
Someone made your recipe and shared a Cooksnap!

Similar Recipes
More Recipes
-

Ifeoma John
-

Sangita Vyas
-

Vegan Farali Gluten-Free Quinoa Patties
Rekha Bapodra
-

Rekha Bapodra
-

Durreshahwar Khan
-

Delicious tasty white sauce creamy pasta
Ramaben Joshi
-

Chef Jasbir
-

Elyse Rose
-

Lauren
-

Elyse Rose
-

King-Crimson
-

Tucker -

Jemimah Kanene
-

Naznin Shahabuddin Modasiya
-

Debalina Mukherjee
-

Jemimah Kanene
-

Bianca Mwale
-

Payal Thakur
-

Payal Thakur
-

HIMADRI H. Thaker

Comments (4)