Halwa pori

Shabe Barat mein mery ghar ki most favorite halwa pori . Joined family mein sub ki Koshish Hoti k Mera Khana best ho or phir koi tahwar ho tu ya Koshish urooj per Hoti . I am not cooking expert lakin hameesha technically Koshish karti ho kuch bnao . Tu ahye kuch easy or simple method share karti ho jis sy jaldi Khana bana jaye
Halwa pori
Shabe Barat mein mery ghar ki most favorite halwa pori . Joined family mein sub ki Koshish Hoti k Mera Khana best ho or phir koi tahwar ho tu ya Koshish urooj per Hoti . I am not cooking expert lakin hameesha technically Koshish karti ho kuch bnao . Tu ahye kuch easy or simple method share karti ho jis sy jaldi Khana bana jaye
Cooking Instructions
- 1
Pori k Liye 1 kg Maida lein bowl mein add kry 1 tbsp namak half cup dahi (yogurt)add kar k Neem garam pani sy gondy.
- 2
Phir 10 minutes k oil half cup laga kar Rakh dein cover kar k. Phir gondy phir Chor dein 10 minutes k Liye. Phir gondy or cover kar k normal temperature per Rakh dein.
- 3
Ab chotay chotay balls bnay roti k Liye or karahi mein 1 kg oil add kar k flame per Rakh dein. Jab oil achi tarha garam ho phir poriyan bana lein. 1 kg sy 35 poriyan bny gi.
- 4
Ab poriyo k bachy oil mein half kg soji add kry achi Tarah bonai kry jab light brown ho jaye tu 2 kg or half kg pani add kry jab Thora cook ho tu half kg sugar add kry
- 5
Phir Elaichi powder or nuts add kry or cook kry jab thick ho jaye tu 10 minutes k Liye low flame per chor dein jab oil ah jaye ready tu eat.
Cooksnaps
Did you make this recipe? Share a picture of your creation!
Similar Recipes
-
Halwa Poori Halwa Poori
#cookwithhumaJab sunday ho lekin roza bhi ho tou bhala nashtay mein halwa poori tou kha nahi saktay. Tou kyun na sunday ki iftar main enjoy kar liya jayay. Presenting aaloo ki bhaji, poori and sooji ka halwa 🤩🥰 Aamna Saad -
Halwa poori aloo tarkri Halwa poori aloo tarkri
Aslam ualikummmSardio k khna ki Kiya but ha hr musam ALLLHA k bri nimat ha sukar hai us Malik ha sardi mein in pyari pyari nimato k khna k moqa MILTA hai ....#mousam ki sougat#Halwa pori aloo tarkri Umme Ali -
Kachori Bhaji(Halwa pori) Kachori Bhaji(Halwa pori)
#defencedayHamary watan KY piyary byty apny buzrugo ki bahaduri,qurbani,r Azam ki riwayat ko zindah rakhny KY liye pori tarah tayyar hyn.pori qoum apny bahadur foj KY sath khari Hy.jo khon KY aakhri qatry tak Aazadi r qoumi waqar ko sar buland rakhny KY liye pur Azam Hy.pak foj zindahbad Pakistan zindah baad. Wajiha Zafar -
Halwa puri channay tarkari Halwa puri channay tarkari
Punjab ka fav nashta jis k bagair sunday adhora hota hai.aur homemade ki to baat ki alag hoti hai.Puray Pakistan ka fav nashta hazir hai.#Lahore #cpl Saima Sameer Ali -
Halwa pori Halwa pori
#WOKCOOKING kids ki purzor farmish par banai halwa piri ku ka lockdowns ki waja sa kafi din ho hy asa nashta nai kiya Sadaf Nouman -
Halwa pori weekend breakfast Halwa pori weekend breakfast
#joy halwa pore bachon or bardon ko bohat pasandh hot hay aksar log esy weekend pay zaror banaty or khaty hain ess ke leyh khas tip yeh hay ke dough banay ke leyh neem garam pani say dough ko banain ess say pori achy say pholy gee Enjoy Cooking With Tahzeeb -
Halwa poori recipe Halwa poori recipe
#wearetogether halwa poori Indian sub content dish hai lekin ab yeh Pakistan or Bangladesh main bhi banai jaati hai I love halwa poori ismain se poori ki recipe daal chuki hon abhi sirf halwa or achaari tarkaari ki recipe daalrahi hon . Hafsa Xaqib -
-
Aloo Manchurian Aloo Manchurian
#sabziYa bohat yummy hoti ha .jis nay bi ya recipe bani bohat .tariff ki. Hina Gul -
Halwa Puri aloo ki tarkari ♥️ Halwa Puri aloo ki tarkari ♥️
Bache raat bhar jagte rahen jab Mein fajar main oothi to in ko bhook lg rhi thi aur Kahan aaj halwa poori khane ka Dil Cha rha hai lockdown ki wajha se halwa poori Wala bhi band hai to main ne Ghar par hi bana lya beti me Kahan mamma bahir se bhi zyada mazedaar hai Mera Dil khoosh ho gya waqai bht yummy nashta waooo ♥️. #WokCooking Shabbir Dalal -
Homemade donuts Homemade donuts
Method,Subse pehlay thanday paani main sugar dissolve kerain phir egg yolk daalker khoob beat kerain ki jhaag hojayePhir maiday main dry ingredients add kerke egg water or half cup oil se dough goondhlain or 15 min rise hone ke liye rakhdain iske 15 donuts banaingay dough ki ball banaker sprinkle flour huay dish main rakhtay jain oil lagaker upper phir ball ko thora press kerain ki chipta sa hojaye halka press kerna hai phir kisi bhi bottle ke dhakkan se donut ke centre ko cut kerain phir light flame main oil main fry kerlain mazedar donut ready. Hope u like it. Hafsa Xaqib -
More Recipes
Comments (5)