Aloo chicken

The most delicious and healthy dish. One of the favourite dish in my house. #joy
Aloo chicken
The most delicious and healthy dish. One of the favourite dish in my house. #joy
Steps
- 1
Ak pan main oil dalin aur pyaz dalan aur usa pakan. Phir is main adrak lehsan ka paste shamil Karin aur Dahi Mila dain aur masala ready Karin.
- 2
Isa achi tarhan bhona aur sath namak Mirch aur spices bhi add karin jab masala ready hu jaye tu is main chicken dal ka bhona.
- 3
Chicken ko bhonta hua is main Thora sa Pani bhi shamil Kar lain aur Isa achi tarhan pakan aur aloo bhara size ka Kat Kar wo bhi is main shamil Karin.
- 4
Ab zeera aur dhania dal ka pakana hai aur upar wala Sara masala bhi shamil Karin
- 5
Jab chicken aur aloo Pak Jain tu is main Thora sa Pani dal ka pakain shorba ka Lia aur garam masala aur Green chilli dalan aur akhir main is main kewra essence dal dain.
Similar Recipes
More Recipes
-

Madhvi Srivastava
-

Prachi Phadke Puranik
-

Soumini Bhattacherjee
-

ZMA
-

Kshama's Kitchen
-

Shilpa Shah
-

Rachana Sagala
-

Saunf Wali Chai/ Healthy Fennel Seeds Drink for Monsoon
Navnita Jaiswal
-

Shikago gourmet -

Adrianne Meszaros
-

Lisa Pitts
-

Matt Willett -

Sana Rizwan
-

Jack Roberts -

Sumreen Farooq
-

Afshan Haris
-

Amina Rajpoot
-

marium fatima



















Comments