Simple sa Sooji ka sheera 😊😊😊

Simple sa Sooji ka sheera 😊😊😊
Steps
- 1
Sooji ko pani me bhigo de half hour k liye
- 2
Pani utna hi le jitne me sooji bhig jaaye
- 3
Ab kadahi me deshi ghee daale
- 4
Garam hone de or elaichi powder b daal de
- 5
Sugar ad kare or brown hone tak bhun le
- 6
Jab ghee me sugar achchhe se melt ho jaaye to bhigi hui sooji daalkar achchhe se bhun le
- 7
Bhigi hui sooji me pani ad nai karna hai
- 8
Bas ghee n sugar me achchhe se bhunkar mix karna hai
- 9
Ab ek bowl me kishmish daale
- 10
Upar se sooji ka sheera daale or halka sa press kar de
- 11
Ab bowl ko ulta karke nikal le
- 12
Aap apne traike se b garnish kar sakte hain
- 13
Ready hai simple sooji ka yummy sheera 😀
- 14
Hope u like it 😀😀😀
Similar Recipes
More Recipes
-

Healthy delicious majedar vermicelli dry fruits kheer
Ramaben Joshi
-

Salmon in Honey Glaze with Lemon
ALEX xx ✈🇬🇧🇱🇹
-

Radek Bumbálek
-

Radek Bumbálek
-

chef Nidhi Bole
-

Swati Sheth
-

Golden yolk chicken pasta, no cream (49g protein)
Studio Shoki
-

Neon pink dragon fruit smoothie, no protein powder
Studio Shoki
-

Whitney | Sprinkle&Spice
-

jovy
-

Stephanie Goldman
-

Valentina Tree
-

Braised sweet pork leg with pechay
Mj Aznalug Onitsirc -

Hot fruit salad with a caramel sauce
Greer Brown -

Naomi Achieng
-

Rebekah Coveney
-

Inez Taniwangsa















Comments