Recetas (53)
Cooksnaps (100)
- Kachy papity ka paste gosht ko gallany main buht help deta hy.app ki tarha sy eid sy pehly hi main ny bhi kacha papita mnga kr grind kr ky freeze krdya hy.main sara paste aik jaga freeze nahi krti blky jo dishes mujhy pehly din bnani ho uss ky hissab ka paste fridge main rakhti houn.baqi gosht ya dish ky hissab sy small box ya cubes bna leti houn.eid py gosht ky lye freezer main jagga chahy hoti hy.kabhi gosht ky hissab sy small shopper main paste gosht ky packet main bhi rkh deti houn.iss tarha jaga bhi hoti jati hy aur dhoondna bhi nahi parta. Añadir comentario
- #cooksnapfun. Aloobukhara garmion ki saughat hy aur buht healthy benefits hain iss ky. Mazy ki baat ye hy ky main aloobukhara nahi khati lekin sharbt zaroor bnati houn.garm mausam main khany sy ziada thanda peeny ko dill karta hy.app ki recipe try ki aur buht mazy ka fresh sharbt bna bss sugar nahi leti tu sucral add kri. Recipe ky lye shukria Añadir comentario
- #cooksnapfun. Main apni diet main dahi ka istamaal zaroor rakhti houn kunky dahi buht healthy bhi hy aur dahi ky sath buht sari recipes bnti hain.garmion main tu zaroor methy ki talab ho tu kabhi dahi mainthora sa quice add krti houn kabhi thora sa roohafza aur methi thandi lassi tu must hy.ajj app ki recipe try ki .buht lutf aya.recipe ka shukria Añadir comentario
- #cooksnapfun. Aam ky mausam main milkshake na bny aisa tu mumkin nahi.lekin main apny illawa kissi aur ky hath ka milkshake nahi peeti bs ye meri bari buri adat hy lekin iss umar main adat bdalna buht mushkil hy.iss dafa app ki recipe try ki aur buht mazedar milkshake bna.sugar nahi leti isslye sucral powder add kya. App ki recipe ka shukria Añadir comentario