Dam ka keema

Afshan Tabassum
Afshan Tabassum @cook_18391269

#paknig #mentorship sehri main sub sy zada mere ghar par parathon ke sath keema khaya jata hai jesay allu keema ho gaya ya phir dam ka keema khas tu par banati hon kyun ke sub hi ko bohot pasund hai

Dam ka keema

#paknig #mentorship sehri main sub sy zada mere ghar par parathon ke sath keema khaya jata hai jesay allu keema ho gaya ya phir dam ka keema khas tu par banati hon kyun ke sub hi ko bohot pasund hai

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

1 hour cooking
6 person
  1. 1/2 kgkeema
  2. 2 tbspginger garlic paste
  3. 2 tbsppapaya paste
  4. 1 tbspred chilli powder
  5. to tasteSalt
  6. 1/2 tspgaram masala powder
  7. 3 tbspbhona besan
  8. 2brown onion
  9. 1/2 cupyogurt
  10. 1lemon
  11. 3green chilies chopped
  12. 1/2 bunchcoriander leaves
  13. 1 tbspginger Julian
  14. 1koaila
  15. 1/2 cupoil

Cooking Instructions

1 hour cooking
  1. 1

    Sub sy oil main onion brown kar ke nikal lein

  2. 2

    Besan dry rost kar ke side kar dein

  3. 3

    Keeme main red chilli powder, salt, ginger garlic paste, yogurt, brown onion, roasted besan, papaya peste, garam masala powder, lemon juice add kar ke 2 hour ke liye marinade kar lein

  4. 4

    Ek pan main oil garam krein aur marinated keema add krein aur slow flame par 1 hour ke liye pakne rakh dein

  5. 5

    1 hour ke baad keema oil chor de ga phir coriander leaves, green chilies, ginger Julian cut sy garnishing krein aur flem off kar dein aub ek koaila dehka kar us ka smoke keeme main de dein

  6. 6

    Sehri main parathon ke sath serve kar dein

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Afshan Tabassum
Afshan Tabassum @cook_18391269
on

Comments (5)

Similar Recipes