Fresh Aalubukhara sharbat

Umbreen Musa
Umbreen Musa @umbreencooks

Jub fresh fruits markit main available hon to unka sharbat sahat aur packet dono kay leay sahi rahta hay.
Garmi kay din hon to aalubukhara dry ho ya fresh uska sharbat bht acha hota hay. Easily bun bhi jata hay aur taste bhi bht aala.

Edit recipe
See report
Share
Share

Ingredients

10 minutes
6 servings
  1. 6plums
  2. 6 Tbssugar
  3. 1 tspsalt
  4. 5 glasswater
  5. cubesIce

Cooking Instructions

10 minutes
  1. 1

    Aalubukhara ko wash krain aur milk shake kay jug main daal dain.

  2. 2

    3 glass pani, sugar aur salt add kar kay achi tra blend kar lain.

  3. 3

    Bareek chulni main chaan lain, baki pani bhi usi chulni main daal kar musal musal kar chaan lain.

  4. 4

    Ab strain keay huay sharbat main ice cubes add krain aur dubara blend kar lain.

  5. 5

    Garmi kay mousam ka mazaydaar fresh aur refreshing sharbat ready hay.

Edit recipe
See report
Share
Cook Today
Umbreen Musa
Umbreen Musa @umbreencooks
on

Similar Recipes