Tikka Biryani

Chef_From_Uae.
Chef_From_Uae. @BornToCookGoodFood
Uae. Dubai

#liveseasion
#livecooking
Asslam o alykum.
Aj meny banai livecooking session me TIKKA BIRYANI. Bht mazydar aur intyhai laziz Biryani

Read more
Edit recipe
See report
Share

Ingredients

45 minutes
2-3 servings
  1. Bar B Q biryani powder
  2. 1 tablespooncumin seeds
  3. 1 1/2 tablespoonscoriander seeds
  4. 7-8red button chillis
  5. 6-7cloves
  6. 9-12black pepper corns
  7. 1black cardamom
  8. 1star anise
  9. Chicken Marination
  10. 500 gmsChicken Golden Pieces (leg pieces)
  11. 1 tablespoonBar B Q powder
  12. 1/2 tablespoonturmeric powder
  13. 1 1/2 tablespoonsred chilli powder
  14. 1/2 tablespooncumin powder
  15. 1/2 tablespooncoriander powder
  16. 2-3 tablespoonslemon juice
  17. 2 tablespooncurd
  18. To taste salt
  19. 1/2 teaspoonred food colour
  20. Biryani preparation
  21. 1/2 kgrice (boiled) {Basmati/Seyla}
  22. 2medium onion slice cut
  23. 2medium tomato slice cut
  24. 1-1 tablespoonginger garlic paste
  25. 5-6green chillis
  26. 2bay leaves
  27. 3-4green cardamom
  28. 1black cardamom
  29. 5-6black pepper corns
  30. 4-5cloves
  31. 1/3 cupoil
  32. 1/2 tablespoonturmeric powder
  33. 1 tablespoonred chilli powder
  34. 1/2 tablespoonmix spices
  35. 1/2 tablespooncumin powder
  36. 1/2 tablespooncoriander powder
  37. 1 1/2 tablespoonsBar B Q Powder
  38. To taste salt
  39. Assembling
  40. Handfull fresh mint
  41. Handfull fresh coriander
  42. 1 cupfried onions
  43. Bar B Q powder
  44. 1/4 cupcurd
  45. Pinchyellow food colour
  46. 1 piececharcoal (coil)

Cooking Instructions

45 minutes
  1. 1

    Sab se phly bar b q malsa ready karyn gy. Sary spices aik sath grind karlyn aur coarse powder bana lyn.

  2. 2

    Ab bar B Q masala side par rkhyn q ke yh masala pori biryani me step vise use hoga.

  3. 3

    Sab se phly chicken marination me 1 tablespoon add karyn gy Bar B Q masala aur baki ke bhi sary masly dal ke chicken add kar ke mix karyn gy aur 30 minutes ke lie marinate karlyn gy.

  4. 4

    Marination ke bad chicken ko 4 tablespoons me fry kar lyn auar chahyn toshallow fry bhi kar skty hyn. Aur holden fry hony ke bad pepper towle par nikal ke charcoal ki smoke lagadyn.

  5. 5

    Biryani ka msala bnany ke lie aik pot me oil gram karyn us me onion dal ke translucent fry karyn phr us me khara gram masala aur green chillies dal ke fry karyn 2 se 3 mint.

  6. 6

    Phr us me ginger garlic paste add karyn sary spices add karyn tomato dal ke fry karyn aur achi trhan se medium flame par bhon lyn jab take oil separate na hiny lagy.

  7. 7

    Usi stage par dahi add kardyn whisk kar ke aur achy se mix karyn oil jab sahe se oper ajaye tous par 2 tablespoon dhania aor podina chirak kar thori c fried onion chirakyn aur chicken ki layer laga dyn phr chicken ki layer par dhania podina thora sa sprinkle karyn 1 tablespoon bar B Q masala sprinkle karyn aur chawal ki layer laga dyn.

  8. 8

    Aik step mention karna chahongi. 1/4 cup curd me yellow food colour mix kar ke us ki layer ap chicken par bhi dal skty hyn. Ya phr meri trhan chawal ke side ko hata hata ke dalna chahyn to wesy bhi dal skty hyn.

  9. 9

    Chawal ki layer ke bad same process hara dhania podina fried onion aur bacha hua sara masala sprinkle kardyn aur dum par rakh dyn 5 se 7 minutes aur agar rice me bhi smoke lgani hy to wo bhi laga skty hyn.

  10. 10

    Ready hony per salad and raity ke sath serve karyn ♥️🌸

Reactions

Edit recipe
See report
Share

Comments (15)

Sarosh Zeeshan
Sarosh Zeeshan @TheRecipeTeller
Sub say pehli layer masalay ki hai ya rice ki?

Written by

Chef_From_Uae.
Chef_From_Uae. @BornToCookGoodFood
on
Uae. Dubai
Follow me on instagramhttps://instagram.com/cheffrom_uae?igshid=s0pw7jdr59noSubscribe my youtube channelCheffrom uae
Read more

Similar Recipes