Suji ka halwa

#WINTERTREATS
Halwa kahne ke baad gher walo ne kaha bilkul Bazar jesa hai
#WINTERTREATS
Suji ka halwa
#WINTERTREATS
Halwa kahne ke baad gher walo ne kaha bilkul Bazar jesa hai
#WINTERTREATS
Cooking Instructions
- 1
Suji li use saf kiya or chan liya
- 2
Aik patili Mein ghee dala or ghee melt kiya
- 3
Phir jab ghee garamho geya tu us main ilhachi ko Tor kar dala
- 4
Phir 4 se 5 minute pakaya jab ilhachi ki kusboo ane lag geye tu us Mein suji dali
- 5
Suji ko 10 minute bona jab tak us ke under se kusboo ane lagi
- 6
Phir suji Mein sugar dal ke 7 se 8 minute bona
- 7
Jab sugar melt ho geye tu us Mein 2 cup water dale.food colour dala or 15 minute ke liye pakne rakh diya
- 8
15 minute ke baad halwe ko bonana hai jab tak water na dry ho jaye
- 9
Jab water dry ho jaye tu serve Karen badam pistaa see garnish kar ke Puri ke sath
Cooksnaps
Did you make this recipe? Share a picture of your creation!
Similar Recipes
-
Suji ka halwa Suji ka halwa
Shab-e-meraj Mein hamare Ghar halwa bnaya jata hai kl main ne suji ka halwa bnaya sub behne namaz nafal prhte hai aur thodey waqfa de kar kuch khate hai aur phir kuch prhte hai isi tarah Puri raat jagte hai aur phir sehri kar ke roza rakhte hai pphir fajar ki namaz prh kar saute hai# Pakistan kameetha Shabbir Dalal -
SUJI KA HALWA(Halwa puri wala halwa) SUJI KA HALWA(Halwa puri wala halwa)
#WinterTreatsSuji ka Halwa itny dino baad suji ka halwa puri khaya 😊 bhot yummy tha ghr mein sub ne tareef ki ap log b try krna 😀 Hira Naz -
Suji ka halwa Suji ka halwa
#Happybirthdaycookpad ye halwa meri beti ko bht pasand hai r wo srf bahir ka he khati thee per ab jab se maine different recipe se bnaya hai tab se wo ab bht shok se khati hai r sath sath mere husband bhi khatey hain mazay se Madiha Muzammil Khanani -
Soji ka halwa Soji ka halwa
#happybirthdaycookpadYeh soji ke halwa bht hi asan hai. Bus jab dil karein just halwa khane ka yeha halwa puri nashta karne to bana leti ho yeh jhatpat Sadaf Abdul Karim -
Magical Suji ka Halwa Magical Suji ka Halwa
#WinterTreatsHalwa is surely a winter treat. This recipe is quick and easy. A must try recipe. My Family’s all time favourite. Always a heat in my family. Samia Aijazz -
Suji ka Halwa Suji ka Halwa
#WinterTreatsShab e barat ke baad aaj hamre yeha suji ka halwa bana bhot mazy ka sub ko bhot pasnd aaya 😊 aur aaj sardi b bhot hai 😖To sardi mein to suji ke halway ka apna hi maza hai ap log b yeh recipe try krna 😉 Hira Naz -
Suji Ka Halwa Suji Ka Halwa
#joyI know you all thinks kay ye itni asan recipe koi post krne wali cheez hai haha but ye aik secrete recipe hai hum bahir halwa puri wale kay pass khate uska halwa ketna soft hota 3 se 4 hours tak bhi aur hum ghar main banete to 1 hour bd loha ap is se banai perfect bane ga Rabiqa Ahsan -
-
Sooji ka Halwa Sooji ka Halwa
Sooji ka halwa jhatpat meetha hy.ajj bhi khany ky baad bachon ny meethi cheez mangi tu jaldi sy bana lyea.app bhi enjoy krain Nazia Qureshi -
Suji ka Halwa Suji ka Halwa
#wearetogether week 7Kal barish ke baad meetha khany to dill Kia to ye halwa banaya . Bohat easy hy or jaldi nan jata hy . Sobia Sohail -
Shahi Sooji Ka Halwa Shahi Sooji Ka Halwa
#HappybirthdayCookpad #iamAmbassador #motivationalpost Pakistan me meetha bohat shauq se khaya jata hai . Specially lunch aur dinner ke baad meetha khana bohat se logon ki adat b hai.is ke liye wo apne gharon me nit nayee meeti dishes banate hain. Sooji ka halwa wo wahid meetha hai jo har season me banta hai is ke liye winter ya summer anay ka intezaar nahi kiya jata. Halwa puri ki jaan halwa he hai jab ke cholay ka salan b sath hota hai magar zada ehmiyat halway ko hasil hai. iski behtreen khushbu aur iska colour is ke naam ki tarha is dish par he jachta hai.shafi biyah ho ya koi b taqreeb log sooji ke halway se apne menu ki shan barhate hain.is ko banane ke bht se tareeqay hain kuch log iski katliyan banate hain kuch log thora dry rakhte hain kuch log iski kheer banatay hain.Mujhe personally ye thors geela pasand hai. Aaj me apke liye laai hun shahi sooji halwa jis ka taste bohat he alaw hota hai.ik bar zaroor try kiye ga meri recipe.thanks Hina Ibrahim -
Sooji ka Halwa Sooji ka Halwa
Making Halwa is usually a tough job but making sooji ka halwa is the easiest and the simplest.This halwa is usually famous for eating with halwa-puri in breakfast and is usually everyone’s favourite.#WINTERTREATS#TeamTreesSameen Fatima Altamash
More Recipes
Comments