Karai..pakoray

#WOKCOOKIN...meray ghar main raat ke 2.3 bajay hubby pakoron ki frmaesh kartay ya bachay.to banany partay
Karai..pakoray
#WOKCOOKIN...meray ghar main raat ke 2.3 bajay hubby pakoron ki frmaesh kartay ya bachay.to banany partay
Cooking Instructions
- 1
Sab sy pehly besan main namk. mirchi, sabit sookha dhaniya.lal pissi mirch, hari mirch,hara dhaniya haldi zeeraleemo sab ko besan main pani sy mix kar lain na ziyada patla karain na sakht.
- 2
Besan ko thora rest dy30 mint.phir piyaz slice main..and tamater chota and aalu chips ki tarha kat ke Adha besan main piya, aalu tamater dal ke mix kar lain
- 3
Aur aadhay peshan main aalu gol kat ke besan main mix kar lain
- 4
Oil achi tarha garam kar ke phir darmiyani aanch kar ke pehlay piyaz tamater waly pakoray bana lain.
- 5
Iss ke baad aalu ke pakoray fry kar lain.
- 6
Mazay dar pakoray ready hain Chaye ke sath ya rori ke sath Sarv karain.
- 7
Serve
Cooksnaps
Did you make this recipe? Share a picture of your creation!
Similar Recipes
-
-
-
-
Mix Vegetables...pakora Mix Vegetables...pakora
#SabziAalu piyaz ke pakoray to banty rehtay hain aaj mainy 1st tym band gobi and aalu gajer ke pakora banaye bht tasty banay aap bhi zaror try karain. tandor ki roti salad ya aisy hi chutney and ketchup sy bhi kaha saktay hain. Naila Asif -
-
Aalu ki tikkiya Aalu ki tikkiya
#Tawacookingtaway par bht si deishes tiyar ki jati hain inn main sy ek aalu ki tikkiya hai jo main ziyada tar taway py fry karti hon.😊 dinner tym Naila Asif -
-
Aloo k Pakore Aloo k Pakore
My mom inspired recipe best for ifatari#Ramadan special #eid ki mithas with huma Mahnoor -
Karahi qeema Karahi qeema
I am not a very good cook,but sometimes I love to cook for my family Referred by kokab Shahbaz Riaz -
Kairi / Raw Mango Masala Stuffed Karele Kairi / Raw Mango Masala Stuffed Karele
Perfect recipe for summers when raw mangoes and bitter gourd are in season. The tangy and refreshing masala stuffing makes these a delicious option for a side dish for summer meals. Do try these, am sure you'll love them! Sonal Sardesai Gautam -
More Recipes
Comments (6)