Mix Vegetables

#yearendchallenge
Sardiyan main sabziyun ke bhar si a jati hai aur rang rang ki sabziyan mil jati hain jo bohot taza hoti hain sardi main sabzi ka apna hi maza hai aur mix sabzi banain tu maza hi a jata hai
Mix Vegetables
#yearendchallenge
Sardiyan main sabziyun ke bhar si a jati hai aur rang rang ki sabziyan mil jati hain jo bohot taza hoti hain sardi main sabzi ka apna hi maza hai aur mix sabzi banain tu maza hi a jata hai
Steps
- 1
Sub sy pehle sub sabziyun ko dho kar kat lein
- 2
Aub karahi main oil garam krein us main onion add krein sath hi zera bhi add kar dein aur piyaz golden brown kar lein
- 3
Phir ginger garlic paste add krein 2 min bhon lein
- 4
Phir red chilli powder, Tarmiric powder, coriander powder, salt add krein thora pani dal kar masala bhon lein
- 5
Aub Tamatar add krein aur cover kar dein jab Tamatar soft ho jain tu achi tarhan bhon kar masala ready kar lein
- 6
Aub masale main allu aur gajar cube main kat kar dein aur bhon lein thora sa pani add kar ke half done kar lein cover kar ke
- 7
Jab half done ho jaye tu phali, shamla mirch, aur methi add kar ke mix krein aur cover kar dein 10 min ke liye
- 8
10 min baad check krein agar sabzi gal gai hai tu thora bhon lein hari mirch bhi add kar dein oil alag ho jaye. Khayal rahe sabzi ka halwa na nikle khari khari rahe ready ho jaye tu flem off kar dein roti ya boil rice ke sath enjoy krein
Similar Recipes
More Recipes
-

Cyrus Sifa
-

Sarvat Hanif
-

Gathi Kochur Dum (Colocasia Curry - Bong Style)
Bethica Das
-

Bethica Das
-

Shari Meyer
-

Homemade Chicken BBQ Pizza Recipe
Bonface kithinji
-

mary jane
-

Shilpa Shah
-

Crockpot Creamy Italian Chicken
Crock Pot Girl 🤡
-

Air Fry with Me
-

Giant Peanut Butter Cookie Bar
Pinkblanket's Kitchen
-

Neha Singhal Gupta
-

Creamy Chicken and Potato Soup
AdrianneA
-

Lisa Jervis
-

Buffalo Chicken Grilled Cheese
Elyse Rose
-

Umbreen Musa
-

Umbreen Musa
-

Tandoori chicken.#yearendchallenge
Fatima Mehmood Mughal
-

Umbreen Musa
-

Iskan Detia Karina











Comments