Chicken Seekh kabab

#motivationalpost
#ambassador
Meray ghar main ma sha Allah sab ko cooking ka shoq hai meray hubby bhi bht achy chef hain and ma sha Allah bara beta bhi koi chef sy kam nahi hai wo modi banda jab mood ho to cooking karta hai 😊 ye seekh kabab bhi uss ny banaye and kamal ke banaye pehli dafa jo cook karata hai bht tasty banata hai 😜😊👍

Steps
- 1
Sab sy pehly chicken ko chop kar ke qeema bana lain
- 2
Abb piyaz and green chilli ko ek sath chop kar lain achi tarha.
- 3
Abb sab ingredients and chop piyaz sab chicken 🐔 main achi tarha mix kar lain.and 1, hr marinate kar lain.
- 4
Phir kabab bana ke lakri ki bari stick main kabab bana ke laga lain.
- 5
Phir kabab par brush ke sath ghee laga kar..betay ny grill kiye dono taraf sy palat palat ke grill karain.
- 6
Betay ny qeemay main na anda lagaya na suhaga phir bhi nahi tootay bht mazay ke kabab banay.
- 7
SERVE..Raita salad and tandoor ki roti sy serve karin ya khali raitay sy khayin mazaydar 😋😋👍
Similar Recipes
More Recipes
-

Francesco
-

Sarvat Hanif
-

Sienna McCarthy
-

Kipp Clark
-

Cyrus Sifa
-

Kulsoom Bukhari
-

Ryan
-

Lubna’s Kitchen
-

Dr. RAJNI GUPTA
-

Padmini Venkatesan
-

Lauren
-

Jack the ripperInspired by Disney world jack the ripper Halloween 2020 drinks
🌈NinjaMommaKitchen🌈
-

Buffalo chicken and fries(pizza box 1)
🌈NinjaMommaKitchen🌈
-

TizzleMySkittles
-

Sheba Awais Butt
-

Tushar dhingra
-

Vathsala's Samayal
-

Crunchy caramel makhana candies🥰😘😋
Shivani Sadotra Gupta
-

Swaranjeet and Ranjeet Singh Arora
-

sabiha bashir
-

Shaswati
-

Hassana Auwalu Isah

Comments (3)