Chocolates Snaffar Cake 🎂

#cookwithnosheen
Bht hi mazay ki recipe hai jald ready honay wali 😊 ek dafa bnaya bachon ko bht pasand aaya phir dobara dosray din banwa liya 😜😁 zaror try karain bachon ke liye 😊😋👍
Chocolates Snaffar Cake 🎂
#cookwithnosheen
Bht hi mazay ki recipe hai jald ready honay wali 😊 ek dafa bnaya bachon ko bht pasand aaya phir dobara dosray din banwa liya 😜😁 zaror try karain bachon ke liye 😊😋👍
Steps
- 1
Pehlay ingredients ready kar lain phir ek pan main doohdh main maida dal ke achay sy mix karain cholaha abhi nahi jalana.
- 2
Abb cacao powder dal ke mix karain n cheeni bhi dal ke achi tarha mix ka lain.aur cholaha on kar dain.n issay musalsal hilati rahain ke jab take garaha na ho jaye.
- 3
Jab garaha ho to uss main butter n vanilla essence dal ke thora pakain n ek pan main chhan lain takay koi ghalti na ho.
- 4
Abb ek shishay ke pan main pehlay koi sy biscuits ko doodh main halka sa dip kar ke teh lagai phir chocolate mixture ki teh lagain issi tarha teen teh lagain.
- 5
Abb biska chora kar ke garnish kar lain. N kissi bhi chocolate ka chora kar ke bhai garnish kar lain.n 3,4 ghantay ke liye fridge main rakhny ke bad serve kar lain.
- 6
SERVE..mazaydar snaffar cake 🎂 ready hai.😋😋👍
- 7
Similar Recipes
More Recipes
-

chef Nidhi Bole
-

Yesha recipes
-

Bhavnaben Adhiya
-

Muniswari.G
-

Monika Jain
-

Muniswari.G
-

Dave Vishakha
-

Garima Mayur Mangwani -

Ross -

betsy.hudson -

Robert Gonzal
-

Roasted Potatoes and Green Beans
Nia Hiura
-

Nia Hiura
-

Walies Flavour Services
-

Pastry_cafe_pkm
-

Darshana Patel
-

Priscillah Kim
-

Karan Tripathi (Food Fanatic)
-

BHUMIT PATEL
-

Lemon tart - Baked but no "baked" #nooven
Zainab Hossain
-

Hadia Hassan 😍



























Comments (11)